When Hazrat Abdullah used to come for the stoning of Jamarat al-Aqaba, he would come to the bottom of the valley and face the Qibla, keeping it on his right side, and he would throw seven pebbles, reciting Takbir with each pebble.
حضرت عبداللہ جب جمرہ عقبہ کی رمی کے لیے تشریف لاتے تو بطن وادی میں آتے اور قبلہ کی طرف رخ فرماتے اور اس کو داہنی طرف رکھتے اور سات کنکریوں سے رمی فرماتے اور ہر کنکری کے ساتھ تکبیر پڑھتے۔
Hazrat Abdullah jab jumrah uqba ki rami ke liye tashreef laate to batn waadi mein aate aur qibla ki taraf rukh farmate aur is ko dahni taraf rakhte aur saat kankriyon se rami farmate aur har kankri ke sath takbeer parhte.
Hazrat Abdur Rahman bin Yazid performed Hajj with Hazrat Abdullah. They threw seven pebbles at Jamarat, keeping the Kaaba on the left and Mina on the right. He then said that this was the place where Surah Al-Baqarah was revealed.
حضرت عبد الرحمن بن یزید نے حضرت عبداللہ کے ساتھ حج کیا، انھوں نے سات کنکریوں کے ساتھ رمی فرمائی، کعبہ کو بائیں طرف اور منیٰ کو دائیں طرف رکھا اور پھر فرمایا یہ وہ جگہ ہے جہاں پر سورة البقرہ نازل ہوئی تھی۔
Hazrat Abdul Rahman bin Yazid ne Hazrat Abdullah ke sath Hajj kya, unhon ne saat konkaryon ke sath rami farmaayi, Kaba ko baen taraf aur Mina ko daen taraf rakha aur phir farmaya yeh woh jagah hai jahan par Sura e Baqra nazil hui thi.
Hazrat Hajjaj said that I saw Hazrat Ata, Hazrat Abdur Rahman bin Al-Aswad and Hazrat Amr bin Dinar standing on the left side of Jamarah.
حضرت حجاج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطائ اور حضرت عبد الرحمن بن الاسود اور حضرت عمرو بن دینار کو دیکھا کہ وہ جمرہ کی بائیں طرف کھڑے ہوتے تھے۔
Hazrat Hajjaj farmate hain keh maine Hazrat Ataa aur Hazrat Abdul Rahman bin al Aswad aur Hazrat Amr bin Dinar ko dekha keh woh jumrah ki baain taraf kharay hotay thay.