Hazrat Akrama narrates that if someone fears that they will not be able to fast in Makkah, then they should fast for one or two days on the way [before reaching Makkah].
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ اگر اندیشہ ہو کہ مکہ میں روزے نہ رکھ سکے گا تو ایک یا دو روزے راستہ میں رکھ لے۔
Hazrat Akrma farmate hain ki agar andesha ho ki Makkah mein rozy na rakh sakay ga to aik ya do rozy rasta mein rakh layn.
Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said about the person who is on the way and fears that he will not be able to reach before the day of Arafat, then he should observe three fasts on the way.
حضرت حسن اس شخص کے بارے میں فرماتے ہیں کہ جو راستہ میں ہو اور اس کو اندیشہ ہو کہ یوم عرفہ سے پہلے نہ پہنچ سکے گا تو وہ تین روزے راستہ میں رکھ لے۔
Hazrat Hassan us shakhs ke bare mein farmate hain ke jo rasta mein ho aur us ko andesha ho ke Youm e Arafa se pehle na pohanch sake ga to wo teen roze rasta mein rakh le.