Hazrat Urwah (may Allah be pleased with him) said that there is no objection to fighting the people of Makkah, nor is there any restriction (obstacle) on them, except that their restriction is that they should perform Tawaf of the Ka'bah.
حضرت عروہ فرماتے ہیں کہ مکہ والوں پر تمتع نہیں ہے اور ان پر احصار (رکاوٹ) بھی نہیں ہے، بیشک ان کا احصار یہ ہے کہ وہ بیت اللہ کا طواف کریں۔
Hazrat Urwa farmate hain ke Makkah walon par tamattu nahin hai aur un par ehsar (rukawat) bhi nahin hai, beshak un ka ehsar ye hai ke woh Bait Ullah ka tawaf karen.
Hazrat Taus said that there is no objection to the people of Makkah, then you recited the verse of the Holy Quran {That is for whoever is not of its residents, the people of al-Masjid al-Haram} so if they do so and perform Hajj, then they are subject to the same as other people.
حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ مکہ والوں پر تمتع نہیں ہے، پھر آپ نے قرآن پاک کی آیت تلاوت فرمائی { ذٰلِکَ لِمَنْ لَّمْ یَکُنْ اَھْلُہٗ حَاضِرِی الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ } پس اگر وہ ایسا کریں پھر وہ حج کریں تو ان پر وہی ہے جو لوگوں پر ہے۔
Hazrat Taoos farmate hain keh Makkah walon per tamatu nahin hai phir aap ne Quran Pak ki ayat tilawat farmaee {Zalikal liman lam yakun ahluhu hadiril masjidil haram} pas agar woh aisa karen phir woh Hajj karen to un per wohi hai jo logon per hai
Hazrat Zuhri said that there is no objection to besieging the people of Makkah, indeed they will be besieged, (put to work) even if they have completed their Hajj.
حضرت زہری فرماتے ہیں کہ مکہ والوں پر تمتع اور احصار نہیں ہے، بیشک ان کو گھیرا جائے گا، (کام میں لگایا جائے گا) حتی کہ وہ اپنا حج مکمل کرلیں۔
Hazrat Zuhri farmate hain ke Makkah walon par tamattu aur ehsar nahi hai, beshak un ko ghira jaye ga, (kaam mein lagaya jaye ga) hatta ke woh apna Hajj mukammal kar len.