Hazrat Ja'far narrates from his father that Hazrat Hussain bin Ali performed Hajj on foot and the camel was walking by his side, Hazrat Hafs says I think he said it ten times.
حضرت جعفر اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ حضرت حسین بن علی نے چل کر حج کیا اور اونٹ ان کے پہلو میں چل رہا تھا، حضرت حفص فرماتے ہیں کہ میرا خیال ہے کہ دس مرتبہ فرمایا۔
Hazrat Jaffar apne walid se riwayat karte hain ki Hazrat Hussain bin Ali ne chal kar Hajj kia aur unt un ke pahlu mein chal raha tha, Hazrat Hafs farmate hain ki mera khayal hai ki das martaba farmaya.
Hazrat Usman bin Hakim narrates: I saw Hazrat Naafi bin Jabir performing all the rites of Hajj on foot. And in Arafat, he also stood for prayer on foot.
حضرت عثمان بن حکیم فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت نافع بن جبیر کو دیکھا آپ نے تمام مناسک حج پیدل چل کر کیے اور عرفات میں قیام بھی پیدل چل کر فرمایا۔
Hazrat Usman bin Hakeem farmate hain keh maine Hazrat Nafeh bin Jabir ko dekha aap ne tamam manasik Hajj paidal chal kar kiye aur Arafat mein qayam bhi paidal chal kar farmaya.