Hazrat Ayesha (may Allah be pleased with her) narrates that whenever the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) would return from a battle, he would kiss Hazrat Fatimah (may Allah be pleased with her).
حضرت عکرمہ (رض) فرماتے ہیں کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) جب کسی غزوہ سے واپس آتے تو حضرت فاطمہ (رض) کو پیار کیا کرتے تھے۔
Hazrat Akrama (Razi Allah Anhu) farmate hain ke Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab kisi ghazwa se wapas aate to Hazrat Fatima (Razi Allah Anha) ko pyar kia karte the
Hazrat Mujahid (may Allah be pleased with him) states that Hazrat Abu Bakr (may Allah be pleased with him) patted Hazrat Ayesha's (may Allah be pleased with her) head out of affection.
حضرت مجاہد (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت ابوبکر (رض) نے حضرت عائشہ (رض) کے سر پر پیار دیا۔
Hazrat Mujahid (RA) farmate hain ki Hazrat Abu Bakar (RA) ne Hazrat Ayesha (RA) ke sar per pyaar diya.
Hazrat Harith bin Hisham (R.A) narrates that once Hazrat Khalid bin Waleed (R.A) sought advice from his sister regarding a matter. When she gave him sound advice, he kissed his sister on her forehead out of appreciation.
حضرت حارث بن ہشام (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت خالد بن ولید (رض) نے کسی چیز کے بارے میں اپنی بہن سے مشورہ طلب کیا، انھوں نے اچھا مشورہ دیا تو انھوں نے اپنی بہن کے سر پر پیار دیا۔
Hazrat Haris bin Hisham (RA) farmate hain keh Hazrat Khalid bin Waleed (RA) ne kisi cheez ke bare mein apni behan se mashwara talab kiya, unhon ne acha mashwara diya to unhon ne apni behan ke sar per pyaar diya.