Hazrat Ibn Musayyab and Hazrat Hassan state that if a person, while having a Muslim wife, marries a Christian or Jewish woman, then he will be considered to have treated both of them unjustly.
حضرت ابن مسیب اور حضرت حسن فرماتے ہیں کہ اگر کسی شخص نے مسلمان بیوی کے ہوتے ہوئے عیسائی یا یہودی عورت سے شادی کی تو وہ ان دونوں کے درمیان برابری کرے گا۔
Hazrat Ibn Maseeb aur Hazrat Hasan farmate hain keh agar kisi shakhs ne musalman biwi ke hote hue eesai ya yahodi aurat se shadi ki to woh in donon ke darmiyaan barabri kare ga.
Hazrat Shabi says that if a man marries a Muslim woman and a Jewish or Christian woman, then he will treat both of them equally in terms of wealth and life.
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ اگر کسی آدمی نے مسلمان اور یہودی یا عیسائی عورت سے شادی کی تو وہ ان دونوں کے درمیان مال وجان کی تقسیم میں برابری کرے گا۔
Hazrat Shabi farmate hain keh agar kisi aadmi ne musalman aur yahodi ya eesae aurat se shadi ki to woh in donon ke darmiyaan maal o jaan ki taqseem mein barabari karega.