Hazrat Anas (may Allah be pleased with him) narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) made the freedom of Hazrat Safiyah (may Allah be pleased with her) her dowry.
حضرت انس (رض) فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے حضرت صفیہ کی آزاد ی کو ان کا مہر بنادیا۔
Hazrat Anas (RA) farmate hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hazrat Safiyyah ki azadi ko un ka mehr banadiya.
Hazrat Saeed bin Musayyab said that if a person frees his slave girl or Umm Walad and makes her freedom her dowry, then I consider it permissible.
حضرت سعید بن مسیب فرماتے ہیں کہ جس شخص نے اپنی باندی یا ام ولد کو آزاد کیا اور اس کی آزادی کو اس کا مہر بنادیا تو میں اسے جائز سمجھتا ہوں۔
Hazrat Saeed bin Musayyah farmate hain keh jis shakhs ne apni bandi ya umm walad ko azad kiya aur uski azadi ko uska mehr banadiya to main usse jaiz samajhta hun.