It is narrated on the authority of Hakim b. Jabir that Sa'id b. Jubair came to us near the Euphrates. He then sent a person to the tax collectors with a message that if they had something (to eat) they should give it to them (the guests). They (the tax collectors) gave us food and ate with us.
حضرت حکیم بن جبیر فرماتے ہیں کہ حضرت سعید بن جبیر فرات کے قریب ہمارے پاس آئے، پھر عشر والوں کے پاس ایک شخص بھیجا کہ اگر تمہارے پاس کچھ ہے تو ہمیں کھلاؤ، انھوں نے ہمیں کھانا کھلایا اور خود بھی ہمارے ساتھ کھایا۔
Hazrat Hakeem bin Jabir farmate hain ke Hazrat Saeed bin Jabir Furaat ke qareeb humare paas aaye, phir ushr walon ke paas ek shakhs bheja ke agar tumhare paas kuchh hai to humein khilao, unhon ne humein khana khilaya aur khud bhi humare saath khaya.