Who permitted drinking from the mouth of a container
مَنْ رَخَّصَ فِي الشُّرْبِ مِنْ فِي الْإِدَاوَةِ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 24130
It is narrated on the authority of Hazrat Anas that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) entered the house of Hazrat Umm Sulaim and there was a waterskin hanging in the house, so you (peace and blessings of Allah be upon him) drank water from it and you (peace and blessings of Allah be upon him) were standing.
حضرت انس سے روایت ہے کہ جناب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ، حضرت ام سلیم کے گھر میں داخل ہوئے اور گھر میں ایک مشکیزہ لٹکا ہوا تھا، پس آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے اس کے منہ سے پانی پیا اور آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کھڑے تھے۔
Hazrat Anas se riwayat hai keh janab Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam), Hazrat Umm e Sulaim ke ghar mein dakhil huwe aur ghar mein ek mashkiza latka hua tha, pas aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne us ke munh se pani piya aur aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) kharay thay.
It is narrated on the authority of Hazrat Ibad bin Mansoor, he said that I saw Hazrat Salem bin Abdullah drinking from the mouth of the utensil (putting his mouth to it).
حضرت عباد بن منصور سے روایت ہے، وہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت سالم بن عبداللہ کو برتن کے منہ سے (منہ لگا کر) پیتے ہوئے دیکھا۔
Hazrat Abbad bin Mansoor se riwayat hai, woh kehte hain ke maine Hazrat Salim bin Abdullah ko bartan ke munh se (munh laga kar) peete huye dekha.