Hazrat Yazid says that a man asked Hazrat Ibn e Abi Layla that if I enter the mosque and people have finished praying, should I recite the Azaan? He replied that the Azaan and Iqamah of the people is sufficient for you.
حضرت یزید کہتے ہیں کہ ایک آدمی نے حضرت ابن ابی لیلیٰ سے سوال کیا کہ اگر میں مسجد میں داخل ہوں اور لوگ نماز پڑھ چکے ہوں تو کیا میں اذان دوں ؟ انھوں نے فرمایا کہ لوگوں کی اذان و اقامت تمہارے لیے کافی ہے۔
Hazrat Yazid kehte hain ke ek aadmi ne Hazrat Ibn e Abi Laila se sawal kiya ke agar main masjid mein dakhil hun aur log namaz parh chuke hon to kya main azan dun? Unhon ne farmaya ke logon ki azan o iqamat tumhare liye kaafi hai.
Hazrat Abdullah bin Yazid says that I entered Masjid al-Haram with Hazrat Ibrahim. He led the prayer, but he did not recite the Adhan (call to prayer) nor did he say the Iqamah (second call to prayer just before starting the prayer).
حضرت عبداللہ بن یزید کہتے ہیں کہ میں حضرت ابراہیم کے ساتھ محارب کی مسجد میں داخل ہوا، انھوں نے میری امامت کی اور نہ اذان دی اور نہ ہی اقامت کہی۔
Hazrat Abdullah bin Yazid kehte hain ke mein Hazrat Ibrahim ke sath Moarrib ki masjid mein dakhil hua, unhon ne meri imamat ki aur na azan di aur na hi iqamat kahi.
HIsham ibn 'Urwah reported that a man entered the mosque and found that the people had already prayed. He started to say the Iqamah, so 'Urwah said to him, "Wait, we have already said the Iqamah."
حضرت ہشام بن عروہ فرماتے ہیں کہ ایک آدمی مسجد میں آیا تو لوگ نماز پڑھ چکے تھے۔ وہ اقامت کہنے لگا تو حضرت عروہ نے فرمایا کہ ٹھہر جاؤ، ہم اقامت کہہ چکے ہیں۔
Hazrat Hisham bin Urwah farmate hain keh aik aadmi masjid mein aya to log namaz parh chuke thay. Woh iqamat kehne laga to Hazrat Urwah ne farmaya keh theher jao hum iqamat keh chuke hain.
Hazrat Amir, Hazrat Mujahid, and Hazrat Ikrama said that when a person enters the mosque, and prayer has already been offered, then he should neither say the Adhan nor the Iqamah.
حضرت عامر، حضرت مجاہد اور حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ جب کوئی آدمی مسجد میں داخل ہو اور اس میں نماز ہوچکی ہو تو نہ اذان کہے نہ اقامت کہے۔
Hazrat Aamir, Hazrat Mujahid aur Hazrat Ikrima farmate hain keh jab koi aadmi masjid mein dakhil ho aur us mein namaz ho chuki ho to na azan kahe na iqamat kahe.