Hazrat Usman bin Abi Al-'Aas narrates that the last thing that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) promised was that he would appoint a person as a muezzin who would not take any wages for the call to prayer.
حضرت عثمان بن ابی العاص فرماتے ہیں کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے جس آخری بات کا وعدہ لیا وہ یہ تھی کہ ایسے شخص کو موذن بنانا جو اذان پر اجرت نہ لے۔
Hazrat Usman bin Abi Al Aas farmate hain keh Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne jis aakhri baat ka wada liya woh yeh thi keh aise shaks ko muazzin banana jo azan per ujrat na le.
Hazrat Yahya used to cry and say that I was holding the hand of Hazrat Ibn Umar during Tawaf. Meanwhile, a Muezzin of the Kaaba met him and said to him, "I love you for the sake of Allah." Hazrat Ibn Umar said, "I hate you for the sake of Allah because you beautify your voice for the sake of getting Dirhams."
حضرت یحییٰ بکاء فرماتے ہیں کہ میں نے دورانِ طواف حضرت ابن عمر کا ہاتھ پکڑ رکھا تھا۔ اتنے میں انھیں کعبہ کا ایک موذن ملا اور اس نے ان سے کہا میں آپ سے اللہ کے لیے محبت کرتا ہوں۔ حضرت ابن عمر نے فرمایا کہ میں تم سے اللہ کے لیے نفرت کرتا ہوں کیونکہ تم دراہم کے حصول کے لیے آواز کو خوبصورت کرتے ہو۔
Hazrat Yahya bukaa farmate hain keh maine dauran e tawaf Hazrat Ibn Umar ka hath pakar rakha tha itne mein unhen Kaaba ka aik moazzin mila aur us ne un se kaha mein aap se Allah ke liye mohabbat karta hun Hazrat Ibn Umar ne farmaya keh mein tum se Allah ke liye nafrat karta hun kyunki tum diram ke husool ke liye aawaz ko khoobsurat karte ho