Regarding covering the head and what was mentioned about it
التَّقَنُّعُ وَمَا ذُكِرَ فِيهِ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 26213
Hazrat Qasim bin Mukhaimra narrates that Hazrat Luqman (peace be upon him) said to his son, while he (peace be upon him) was advising him: "O my son! Avoid wrapping cloth on your head, because it is a cause of fear at night and humiliation or condemnation during the day."
حضرت قاسم بن مخیمرہ فرماتے ہیں کہ حضرت لقمان (علیہ السلام) نے اپنے بیٹے سے فرمایا : اس حال میں کہ آپ (علیہ السلام) اسے وعظ و نصیحت کر رہے تھے : اے میرے بیٹے ! سر پر کپڑا لپیٹنے سے بچو، اس لیے کہ یہ رات میں خوف کا باعث اور دن میں ذلالت یا مذمت کا باعث بنتا ہے۔
Hazrat Qasim bin Mukhaimra farmate hain keh Hazrat Luqman (alaihis salam) ne apne bete se farmaya: Is hal mein keh aap (alaihis salam) use waaz o nasihat kar rahe the: Aye mere bete! Sar par kapra lapetne se bacho, is liye keh yeh raat mein khauf ka baais aur din mein zillat ya mazammat ka baais banta hai.