Hazrat Ayub Al-Hijami narrates from his uncle that I saw Hazrat Salman bin Rabiah, they caught a man within a certain limit, then they laid him down, then they killed him.
حضرت ایوب الھجیمی اپنے چچا سے نقل کرتے ہیں کہ میں نے حضرت سلمان بن ربیعہ کو دیکھا انھوں نے کسی حد میں ایک آدمی کو پکڑا پس اسے لٹا دیا پھر انھوں نے اسے مارا۔
Hazrat Ayub Alhajeemi apne chacha se naqal karte hain keh maine Hazrat Salman bin Rabia ko dekha unhon ne kisi had mein ek aadmi ko pakra pas use luta diya phir unhon ne use mara.
Hazrat Abdullah narrates that Hazrat Ali struck a man while he was sitting and had a reddish shawl over him.
حضرت عبداللہ فرماتے ہیں کہ حضرت علی نے ایک آدمی کو مارا، درآنحالیکہ وہ شخص بیٹھا ہوا تھا اور اس پر شفق کی سرخی کے رنگ کی چادر تھی۔
Hazrat Abdullah farmate hain keh Hazrat Ali ne ek aadmi ko mara, daranhaalikeh woh shakhs betha hua tha aur uss par shafaq ki surkhi ke rang ki chadar thi.