Hazrat Abd al-Malik narrates that it was narrated from Hazrat Ata' about a man who accused another man whose mother was Umm Walad. You said: The prescribed punishment (hadd) will not be applicable to him until he is freed.
حضرت عبدالملک فرماتے ہیں کہ حضرت عطائ سے ایسے آدمی کے بارے میں مروی ہے جس نے ایک آدمی پر تہمت لگائی جس کی ماں ام ولدہ تھی آپ نے فرمایا : اس پر حد لازم نہیں ہوگی یہاں تک کہ اسے آزاد کردیا جائے۔
Hazrat Abdulmalik farmate hain keh Hazrat Ata se aise aadmi ke bare mein marvi hai jis ne ek aadmi par tohmat lagai jis ki maan Umm-e-Walada thi aap ne farmaya is par had laazim nahi hogi yahan tak ke use aazaad kar diya jaye
Hazrat Mughira narrated that Hazrat Ibrahim and Hazrat Shabi said: There is nothing (as punishment) for the one who accuses a slave woman of fornication.
حضرت مغیرہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابراہیم اور حضرت شعبی نے ارشاد فرمایا : ام ولدہ پر تہمت لگانے والے پر کوئی چیز نہیں ہے۔
Hazrat Mughirah farmate hain ki Hazrat Ibrahim aur Hazrat Shabi ne irshad farmaya: Umm Walada par tohmat lagane wale par koi cheez nahin hai.