Hazrat Hudhayfah narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) supplicated for a person so that it reached him and his children and grandchildren.
حضرت حذیفہ فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ایک شخص کے لیے دعا فرمائی جو اسے اور اس کے بچوں کو اور پوتوں کو پہنچی۔
Hazrat Huzaifa farmate hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne aik shakhs ke liye dua farmai jo usay aur uske bachon ko aur poton ko pohanchi.
Hazrat Yahya bin Saeed narrates that Hazrat Saeed bin Al-Musayyab said: Indeed, a person's status is raised after his death due to the prayer of his child.
حضرت یحییٰ بن سعید فرماتے ہیں کہ حضرت سعید بن المسیب نے ارشاد فرمایا : بیشک آدمی کے مرنے کے بعد اس کے بچہ کی دعا کی وجہ سے اس کا درجہ بلند کیا جاتا ہے۔
Hazrat Yahya bin Saeed farmate hain ki Hazrat Saeed bin al-Musayyab ne irshad farmaya : Beshak aadmi ke marne ke baad uske bache ki dua ki wajah se uska darja buland kiya jata hai.
It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "A man's status will be raised in Paradise and he will say: 'My Lord, how did I get here?' It will be said: 'By your child's seeking forgiveness for you.'".
حضرت ابوہریرہ فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : بیشک ایک آدمی کا جنت میں درجہ بلند کردیا جاتا ہے تو وہ کہتا ہے : اے میرے رب ! یہ درجہ کیسے مجھے عطا کیا گیا ؟ پس کہا جاتا ہے : تیرے بیٹے کے استغفار کرنے کی بدولت یہ درجہ عطا کیا گیا۔
Hazrat Abu Hurairah farmate hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Beshak ek aadmi ka jannat mein darja buland kar diya jata hai to woh kehta hai: Aye mere Rab! Yeh darja kaise mujhe ata kiya gaya? Pas kaha jata hai: Tere bete ke istighfar karne ki badolat yeh darja ata kiya gaya.