Hazrat Abu Al-Ahwas narrated that Hazrat Abu Musa said: In this verse (you will be given two rewards from His mercy) is used in the language of Abyssinia in the sense of two rewards.
حضرت ابو الاحوص فرماتے ہیں کہ حضرت ابو موسیٰ نے ارشاد فرمایا : اس آیت میں ( تمہیں اس کی رحمت سے دو اجر دیے جائیں گے) حبشہ کی زبان میں دو اجر کے معنی میں مستعمل ہے۔
Hazrat Abu Al Ahwas farmate hain keh Hazrat Abu Musa ne irshad farmaya is ayat mein tumhein is ki rehmat se do ajr diye jayenge Habasha ki zaban mein do ajr ke maeny mein mustamil hai
Hazrat Amr bin Sharhabeel narrated that Hazrat Abdullah said: "Inna nashi'atal layl" (Surely, the rising of the night): In the language of Abyssinia, they say this for the rising of the night.
حضرت عمرو بن شرحبیل فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ نے ارشاد فرمایا : ان ناشئۃ الیل (بےشک رات کا اٹھنا) : حبشہ کی زبان میں رات کے اٹھنے کو کہتے ہیں۔
Hazrat Amro bin Sharahbeel farmate hain keh Hazrat Abdullah ne irshad farmaya: In nashaatal lail beshak raat ka uthna Habsha ki zaban mein raat ke uthne ko kehte hain