Hazrat Ubaidullah bin Sulaiman al-Abdi narrates that Hazrat Abu Hakeem al-Abdi said: We used to write the Quran in manuscripts in Kufa. Once, Hazrat Ali passed by us while we were writing. So he stopped and said: Cut the tip of your pen. He (the narrator) says: I cut its tip, then I wrote, then he said: Make it clear as Allah has made it clear.
حضرت عبید اللہ بن سلیمان العبدی فرماتے ہیں کہ حضرت ابو حکیمہ العبدی نے فرمایا ! ہم کوفہ میں قرآن کو مصاحف میں لکھا کرتے تھے۔ پس حضرت علی کا ہم پر گزر ہوا اس حال میں کہ ہم لکھ رہے تھے۔ پس آپ ٹھہر گئے اور فرمایا : اپنے قلم کی نوک کاٹو۔ آپ فرماتے ہیں ! میں نے اس کی نوک کاٹی پھر میں نے لکھا، تو آپ نے فرمایا : اس طرح واضح کرو جیسا کہ اللہ نے واضح کیا۔
Hazrat Ubaid Ullah bin Sulaiman Al-Abdi farmate hain keh Hazrat Abu Hakeem Al-Abdi ne farmaya! Hum Kufa mein Quran ko masahif mein likha karte thay. Pas Hazrat Ali ka hum par guzar huwa iss haal mein keh hum likh rahe thay. Pas aap thehr gaye aur farmaya: Apne qalam ki nok kato. Aap farmate hain! Maine uski nok kati phir maine likha, to aap ne farmaya: Iss tarah wazeh karo jaisa keh Allah ne wazeh kya.
Hazrat Ali bin Mubarak narrates that Hazrat Abu Hakeem al-Abdi said: "We were writing the Quran in volumes in Kufa. Then Hazrat Ali passed by us, so he stood and watched us write, praising our calligraphy, and said: 'Make it clear just as Allah has made it clear.'"
حضرت علی بن مبارک فرماتے ہیں کہ حضرت ابو حکیمہ العبدی نے فرمایا : ہم کوفہ میں قرآن کو مصاحف میں لکھتے تھے۔ پس حضرت علی کا ہم پر گزر ہوا تو وہ کھڑے ہو کر دیکھنے لگے اور ہماری خوش نویسی کو سراہا، اور فرمایا : اسی طرح واضح کرو جیسا کہ اللہ نے واضح کیا۔
Hazrat Ali bin Mubarak farmate hain keh Hazrat Abu Hakeem al-Abdi ne farmaya: Hum Kufa mein Quran ko masahif mein likhte thay. Pas Hazrat Ali ka hum par guzar hua to woh kharay ho kar dekhne lage aur hamari khush naveesi ko sarahha, aur farmaya: Isi tarah wazeh karo jaisa keh Allah ne wazeh kiya.