Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to recite Bismillah in Tashahud.
حضرت جابر فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) تشہد میں بسم اللہ کہا کرتے تھے۔
Hazrat Jabir farmate hain keh Nabi Pak (sallallaho alaihe wasallam) tashahhud mein Bismillah kaha karte thay.
Hazrat Harith narrates that Hazrat Ali used to recite Bismillah during Tashahhud and would say that Allah is the greatest name among the names of Allah Almighty.
حضرت حارث فرماتے ہیں کہ حضرت علی جب تشہد پڑھتے تو بسم اللہ کہا کرتے تھے اور یہ کہتے کہ اللہ تعالیٰ کے ناموں میں سب سے بہتر نام اللہ ہے۔
Hazrat Haris farmate hain ke Hazrat Ali jab tashahhud parhte to Bismillah kaha karte the aur ye kehte ke Allah ta'ala ke naamon mein sab se behtar naam Allah hai.
Hazrat Maseeb bin Raafay narrates that Hazrat Ibn Masood heard a man saying Bismillah in Tashahhud and said that this phrase is uttered at the time of eating.
حضرت مسیب بن رافع کہتے ہیں کہ حضرت ابن مسعود نے ایک آدمی کو تشہد میں بسم اللہ کہتے ہوئے سنا تو فرمایا کہ یہ جملہ تو کھانے پر کہا جاتا ہے۔
Hazrat Musib bin Rafi kahte hain ki Hazrat Ibn Masud ne ek aadmi ko tashahhud mein Bismillah kahte huye suna to farmaya ki ye jumla to khane par kaha jata hai