Hazrat Ibn al-Hanafiyyah narrated from his father that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The key to prayer is purity, its prohibition is the opening Takbir, and its conclusion is the Salam."
حضرت ابن الحنفیہ اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ نماز کی کنجی وضو ہے، نماز کی تحریم تکبیرِ تحریمہ ہے اور نماز کی تحلیل سلام ہے۔
Hazrat Ibne Hanfia apne walid se riwayat karte hain ke Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke namaz ki kunji wuzu hai, namaz ki tahreem takbeer e tahreema hai aur namaz ki tahleel salam hai.
It is narrated on the authority of Hadrat Abu Saeed Khudri that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The key to prayer is purity, its start is Takbeer-e-Tahreema (the opening Takbeer) and its conclusion is Salam."
حضرت ابو سعید خدری سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ نماز کی کنجی وضو ہے، نماز کی تحریم تکبیرِ تحریمہ ہے اور نماز کی تحلیل سلام ہے۔
Hazrat Abu Saeed Khudri se riwayat hai keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh namaz ki kunji wuzu hai, namaz ki tahreem takbeer e tahreema hai aur namaz ki tahleel salaam hai.
Hazrat Abdullah Ibn Abbas said that the key to prayer is ablution, the prohibition of prayer is Takbeer-e-Tehreema and the conclusion of prayer is Salam.
حضرت عبداللہ بن عباس فرماتے ہیں کہ نماز کی کنجی وضو ہے، نماز کی تحریم تکبیرِ تحریمہ ہے اور نماز کی تحلیل سلام ہے۔
Hazrat Abdullah bin Abbas farmate hain keh namaz ki kunji wuzu hai, namaz ki tahreem takbeer e tahreema hai aur namaz ki tahleel salam hai.
Hazrat Ayesha (may Allah be pleased with her) narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) used to start the prayer with Takbeer (saying Allahu Akbar) and end it with Salam.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نماز کو تکبیر سے شروع فرماتے تھے اور سلام پر ختم کرتے تھے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) namaz ko takbeer se shuru farmate thay aur salam par khatam karte thay.