Abu Majlaz said: When one of you comes and the Imam is in bowing, let him hasten to join the prayer, for we used to wait for him (the Prophet).
حضرت ابومجلز فرماتے ہیں کہ جب تم میں سے کوئی آئے اور امام حالت رکوع میں ہو، تو وہ جلدی سے جماعت میں شریک ہو کیونکہ ہم اس کا انتظار کرتے ہیں۔
Hazrat AbuMajlaz farmate hain ke jab tum mein se koi aaye aur Imam halat rukuh mein ho, tou woh jaldi se jamaat mein shareek ho kyunke hum us ka intezar karte hain.
Hazrat Ibn Abi Aufa (may Allah be pleased with him) narrates that when the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) would hear the sound of someone's footsteps, he would wait for him.
حضرت ابن ابی اوفیٰ فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) جب کسی کی جوتیوں کی آواز سن لیتے تو اس کا انتظار کیا کرتے تھے۔
Hazrat Ibn Abi Aufa farmate hain ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab kisi ki jootiyon ki aawaz sun lete to uska intezar kiya karte the.