Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said that if a person forgets the Takbeer-e-Tahreema (the opening Takbeer of prayer), then the Takbeer of bowing (Ruku') is sufficient for him.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص تکبیرِ تحریمہ بھول جائے تو رکوع کی تکبیر اس کے لیے کافی ہے۔
Hazrat Hasan farmate hain keh agar koi shakhs takbeer e tahreema bhul jaye to ruku ki takbeer uske liye kafi hai
Hazrat Zuhri says about a person that if someone forgets Takbeer-e-Tahreema at the beginning of prayer and remembers it later, he should say Takbeer. If he remembers it after finishing the prayer, his prayer is valid, because the Takbeer of bowing (Ruku) is sufficient for him.
حضرت زہری اس شخص کے بارے میں فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص نماز شروع کرتے وقت تکبیرِتحریمہ بھول جائے تو جب اسے یاد آئے تکبیر کہہ لے۔ اگر اسے نماز سے فارغ ہونے کے بعد یاد آئے تو نماز جائز ہے، کیونکہ رکوع کی تکبیر اس کے لیے کافی ہے۔
Hazrat Zuhri iss shakhs ke baaray mein farmate hain ke agar koi shakhs namaz shuru karte waqt takbeer e tahreema bhool jaye to jab usay yaad aaye takbeer keh le. Agar usay namaz se farigh hone ke baad yaad aaye to namaz jaiz hai, kyunki ruku ki takbeer uske liye kaafi hai.
Hazrat Hammad states that if the Imam forgets the opening Takbeer (Takbeer-e-Tahreema) before starting the prayer, he should repeat the prayer. Hazrat Hukam states that the Takbeer of bowing (Ruku') will suffice for him.
حضرت حماد فرماتے ہیں کہ اگر امام نماز شروع کرنے سے پہلے تکبیر تحریمہ بھول جائے تو نماز کا اعادہ کرے۔ حضرت حکم فرماتے ہیں کہ رکوع کی تکبیر اس کے لیے کافی ہوجائے گی۔
Hazrat Hammad farmate hain keh agar imam namaz shuru karne se pehle takbeer e tahreema bhul jaye to namaz ka eada kare Hazrat Hukam farmate hain keh rukuh ki takbeer uske liye kaafi hojaye gi