2531. Hadrat Ibrahim Hanafi says: I asked Hadrat Ibn Sireen about the person who joins the congregation while the Imam is in ruku. He said: He should say the Takbir Tahrima to join the prayer and then say the Takbir and go into ruku. If he does not do this, his prayer will not be valid.
ّ (٢٥٣١) حضرت ابراہیم حنفی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن سیرین سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا جو اس حال میں جماعت کے ساتھ شامل ہو جبکہ امام رکوع کی حالت میں ہو۔ فرمایا وہ نماز میں شامل ہونے کے لیے تکبیر تحریمہ کہے اور پھر تکبیر کہہ کر رکوع میں شامل ہوجائے۔ اگر اس نے ایسا نہ کیا تو اس کی نماز نہیں ہوگی۔
(2531) Hazrat Ibrahim Hanafi farmate hain ke maine Hazrat Ibn e Sereen se us shakhs ke bare mein sawal kya jo is hal mein jamaat ke sath shamil ho jabke Imam ruku ki halat mein ho. Farmaya woh namaz mein shamil hone ke liye takbeer e tahreema kahe aur phir takbeer keh kar ruku mein shamil ho jaye. Agar usne aisa na kya to uski namaz nahi hogi.