Hazrat Ayesha (RA) narrated that Prophet Muhammad (PBUH) never left the two Sunnah Rakats of Fajr, whether he was healthy or sick, traveling or residing, at home or abroad.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فجر کی دوسنتیں صحت ومرض، سفر وحضر، اپنے وطن میں یا اپنے وطن سے باہر کبھی نہیں چھوڑیں۔
Hazrat Aisha farmati hain ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne fajar ki 2 sunnatain sehat o marz, safar o hazir, apne watan mein ya apne watan se bahar kabhi nahin chhoren.
Hazrat Maimoon used to say that the Companions never used to leave the four rak'ahs before Zuhr and the two sunnahs before Fajr in any condition.
حضرت میمون اودی فرماتے ہیں کہ صحابہ کرام ظہر سے پہلے کی چار رکعتوں کو اور فجر سے پہلے کی دو سنتوں کو کسی حال میں نہیں چھوڑا کرتے تھے۔
Hazrat Maimoon Radi Allahu Anhu farmate hain ke Sahaba kiram Zuhar se pehle ki chaar rakaton ko aur Fajar se pehle ki do sunnaton ko kisi hal mein nahin chhoda karte thay.
Hazrat Abu Ja'far narrates that the Messenger of Allah (peace be upon him) never left the two Sunnah prayers after Maghrib and the two Sunnah prayers before Fajr, whether traveling or at home.
حضرت ابو جعفر فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) مغرب کی بعد کی د و سنتیں اور فجر سے پہلے کی دو سنتیں سفر وحضر میں نہ چھوڑا کرتے تھے۔
Hazrat Abu Ja'far farmate hain ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Maghrib ki baad ki 2 sunnatain aur Fajr se pehle ki 2 sunnatain safar-o-hazar mein na chora karte the.
Hazrat Ibn Eon says: I asked Hazrat Mujahid whether Hazrat Ibn Umar used to leave two sunnah rakats of Fajr. He replied that I never saw him leaving these sunnah prayers whether at home or on journey.
حضرت ابن عون کہتے ہیں کہ میں نے حضرت مجاہد سے سوال کیا کہ کیا حضرت ابن عمر فجر کی دو سنتیں چھوڑا کرتے تھے ؟ انھوں نے فرمایا کہ یہ سنتیں میں نے انھیں کبھی سفر وحضر میں چھوڑتے نہیں دیکھا۔
Hazrat Ibn Aun kehty hain keh mein ne Hazrat Mujahid se sawal kya keh kya Hazrat Ibn Umar fajr ki do sunnatain chora karty thy? Unhon ne farmaya keh yeh sunnatain mein ne unhen kabhi safar o hazar mein chorte nahin dekha.