It is narrated that someone asked Hazrat Ibn Sirin (may Allah have mercy on him) whether a person should hold his left hand with his right hand in prayer? He replied that this act was done to prevent oneself from fidgeting.
حضرت ابن عون کہتے ہیں کہ حضرت ابن سیرین سے سوال کیا گیا کہ کیا آدمی نماز میں دائیں ہاتھ سے بائیں ہاتھ کو تھامے گا ؟ انھوں نے فرمایا کہ یہ عمل خون سے بچنے کے لیے کیا گیا تھا۔
Hazrat Ibne Aun kehte hain ki Hazrat Ibne Sireen se sawal kiya gaya ki kya aadmi namaz mein dayen hath se bayen hath ko thaame ga? Unhon ne farmaya ki ye amal khoon se bachne ke liye kiya gaya tha.
Hazrat Abdullah bin Yazid narrates that I never saw Hazrat Saeed bin Musayyib keeping his right hand over his left in prayer. He used to keep his hands open in prayer.
حضرت عبداللہ بن یزید فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سعید بن مسیب کو کبھی نماز میں دائیں ہاتھ کو بائیں پر رکھے ہوئے نہیں دیکھا وہ نماز میں ہاتھ کھلے چھوڑا کرتے تھے۔
Hazrat Abdullah bin Yazid farmate hain keh maine Hazrat Saeed bin Musayab ko kabhi namaz mein daen hath ko baen per rakhe hue nahi dekha woh namaz mein hath khule chora karte thay.
Hazrat Abdullah bin Uyzar narrates, "I was performing Tawaf with Hazrat Saeed bin Jubair. They saw a man who had clasped one hand over the other. Hazrat Saeed bin Jubair went to him, unclasped his hands, and came back."
حضرت عبداللہ بن عیزار فرماتے ہیں کہ میں حضرت سعید بن جبیر کے ساتھ طواف کررہا تھا۔ انھوں نے ایک آدمی کو دیکھا جس نے اپنا ایک ہاتھ دوسرے ہاتھ پر رکھا ہوا تھا، حضرت سعید بن جبیر اس کے پاس گئے اور اس کے ہاتھ کھلوا کر واپس آئے۔
Hazrat Abdullah bin Uyayzar farmate hain keh mein Hazrat Saeed bin Jubair ke sath tawaaf kar raha tha. Unhon ne ek aadmi ko dekha jis ne apna ek hath dusre hath par rakha hua tha, Hazrat Saeed bin Jubair uske paas gaye aur uske hath khulwa kar wapas aaye.