Hazrat Zuhri says that when our Sheikhs used to lift their heads from the second prostration in the first and third rak'ah, they would stand up straight and would not sit in between.
حضرت زہری فرماتے ہیں کہ ہمارے شیوخ جب پہلی اور تیسری رکعت میں دوسرے سجدے سے سر اٹھاتے تو سیدھے کھڑے ہوجاتے درمیان میں بیٹھتے نہیں تھے۔
Hazrat Zahri farmate hain ke hamare shuyukh jab pehli aur teesri rakat mein doosre sajday se sar uthate to seedhe kharay hojate darmiyaan mein bethte nahi thay.
Hazrat Nauman bin Abi Ayash (R.A) narrates: "I saw many of the companions of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him). When they would raise their heads from prostration in the first and third rak'ah of prayer, they would stand up straight away. They would not sit in between."
حضرت نعمان بن ابی عیاش کہتے ہیں کہ میں نے بہت سے صحابہ کرام کی زیارت کی ہے۔ جب وہ پہلی اور تیسری رکعت کے سجدے سے سر اٹھاتے تو سیدھے کھڑے ہوجاتے درمیان میں بیٹھتے نہیں تھے۔
Hazrat Noman bin Abi Ayash kehte hain ke maine bahut se sahaba kiram ki ziyarat ki hai. Jab wo pehli aur teesri rakat ke sajday se sar uthate to seedhe kharay hojate darmiyaan mein baithte nahin thay.