Hazrat Hammam narrates that once Hazrat Umar led the Maghrib prayer and did not recite the Quran in it. When you finished the prayer, the people said to you, "O Amir al-Mu'minin! You did not recite." Hazrat Umar said, "I was thinking in my heart about an army that I have sent from Medina, I was thinking about when it will enter Syria." Then he repeated the prayer and recitation.
حضرت ہمام فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت عمر نے مغرب کی نماز پڑھائی اور اس میں قراءت نہ کی۔ جب آپ نماز سے فارغ ہوئے تو لوگوں نے آپ سے کہا اے امیر المؤمنین ! آپ نے قراءت نہیں کی۔ حضرت عمر نے فرمایا کہ میں دورانِ نماز اپنے دل میں ایک لشکر کے بارے میں سوچ رہا تھا جسے میں نے مدینہ سے روانہ کیا ہے، میں اس کے بارے میں سوچ رہا تھا کہ وہ شام میں کب داخل ہوگا۔ پھر آپ نے نماز اور قراءت کا اعادہ فرمایا۔
Hazrat Hamam farmate hain ke aik martaba Hazrat Umar ne Maghrib ki namaz parhayi aur is mein qirat na ki. Jab aap namaz se farigh huye to logon ne aapse kaha aye Ameerul Momineen! Aap ne qirat nahi ki. Hazrat Umar ne farmaya ke mein dauran e namaz apne dil mein ek lashkar ke bare mein soch raha tha jise mein ne Madina se rawana kiya hai, mein is ke bare mein soch raha tha ke woh Sham mein kab dakhil hoga. Phir aap ne namaz aur qirat ka eada farmaya.