Hazrat Abraham and Hazrat Hassan state that when a person recites the verse of prostration, he should say Allahu Akbar while raising his head and while performing prostration.
حضرت ابراہیم اور حضرت حسن فرماتے ہیں کہ جب آدمی آیت سجدہ پڑھے تو سر اٹھاتے ہوئے اور سجدہ کرتے ہوئے اللَّہُ أَکْبَرُ کہے۔
Hazrat Ibrahim aur Hazrat Hassan farmate hain keh jab aadmi ayat sajda parhe to sar uthate huye aur sajda karte huye Allah o Akbar kahe.
Hazrat Ata bin Saib narrates: When Hazrat Abu Abdul Rahman used to recite the verse of prostration while walking, he would say Takbir and bow down in whichever direction his face was at that moment, and then upon raising his head, he would say Takbir again.
حضرت عطاء بن سائب کہتے ہیں کہ حضرت ابو عبد الرحمن جب چلتے ہوئے آیت سجدہ پڑھتے تو تکبیر کہہ کر اس طرف جھک جاتے جس طرف ان کا منہ ہوتا اور پھر سر اٹھاتے ہوئے بھی تکبیر کہتے۔
Hazrat Ata bin Saib kehte hain ki Hazrat Abu Abdur Rahman jab chalte hue ayat sajda parhte to takbeer keh kar uss taraf jhuk jate jiss taraf unka munh hota aur phir sar uthate hue bhi takbeer kehte.