Hazrat Said bin Musayyab and Hazrat Hassan say that there is one prostration in Surah Hajj, the first one.
(4332) Hazrat Ibrahim used to say that there is only one prostration in Surah Hajj and that is the first one.
حضرت سعید بن مسیب اور حضرت حسن فرماتے ہیں کہ سورة حج میں ایک سجدہ ہے، پہلے والا۔
(٤٣٣٢) حضرت ابراہیم فرمایا کرتے تھے کہ سورة الحج میں ایک ہی سجدہ ہے اور وہ پہلا ہے۔
Hazrat Saeed bin Musayyab aur Hazrat Hassan farmate hain ki Surah Hajj mein ek sajda hai, pehle wala.
(4332) Hazrat Ibrahim farmaya karte the ki Surah Al-Hajj mein ek hi sajda hai aur wo pehla hai.
Hazrat Abu Ma'an narrates that I asked Hazrat Jabir bin Zaid whether a person will prostrate twice in Surah Al-Hajj? He replied no, rather he will prostrate only once.
حضرت ابو معن کہتے ہیں کہ میں نے حضرت جابر بن زید سے سوال کیا کہ کیا آدمی سورة الحج میں دو سجدے کرے گا ؟ انھوں نے فرمایا نہیں بلکہ ایک سجدہ کرے گا۔
Hazrat Abu Maan kehty hain keh maine Hazrat Jabir bin Zaid se sawal kya keh kya aadmi Surah Al-Haj mein do sajdy kare ga? Unhon ne farmaya nahin balkeh ek sajda kare ga.