Hazrat Sha'bi narrates, "I asked Hazrat Hakam about the person who recites the verse of Sajdah after Asr prayer. Hazrat Hakam said, 'During the time of Bashr bin Marwan, Hazrat Raja' bin Hayah visited us. He was wearing a turban. He used to recite the verse of Sajdah after Asr prayer and would perform Sajdah.'" Hazrat Sha'bi says, "I asked Hazrat Hammad about it. He said, 'If it's the time of any prayer, then there is no harm.'"
حضرت شعبہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا جو عصر کے بعد آیت سجدۃ کی تلاوت کرے۔ حضرت حکم نے فرمایا کہ بشربن مروان کے زمانے میں حضرت رجاء بن حیوۃ ہمارے ہاں تشریف لائے، انھوں نے عمامہ باندھ رکھا تھا۔ وہ عصر کے بعد آیت سجدہ کی تلاوت کرتے تو سجدہ کیا کرتے تھے۔ حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حماد سے اس بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اگر کسی نماز کا وقت ہو تو کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Shaaba kehte hain ke maine Hazrat Hukm se iss shakhs ke bare mein sawal kya jo Asr ke baad Aayat Sajda ki tilawat kare. Hazrat Hukm ne farmaya ke Bashar bin Marwan ke zamane mein Hazrat Raja bin Hayah hamare han tashreef laye, unhon ne amama bandh rakha tha. Wo Asr ke baad Aayat Sajda ki tilawat karte to Sajda karte thay. Hazrat Shaaba farmate hain ke maine Hazrat Hammad se iss bare mein sawal kya to unhon ne farmaya ke agar kisi namaz ka waqt ho to koi harj nahin.
Hazrat Salim, Hazrat Qasim, Hazrat Ata and Hazrat Aamir said about the person who recites the verse of Sajdah after Asr and before sunrise, that he will prostrate.
حضرت سالم، حضرت قاسم، حضرت عطاء اور حضرت عامر اس شخص کے بارے میں جو عصر کے بعد اور سورج طلوع ہونے سے پہلے آیت سجدہ کی تلاوت کرے فرماتے ہیں کہ وہ سجدہ کرے گا۔
Hazrat Saleem, Hazrat Qasim, Hazrat Ata aur Hazrat Aamir iss shakhs ke baaray mein jo Asr ke baad aur Suraj talu honay se pehlay ayat Sajda ki tilawat karay farmatay hain ki woh Sajda karay ga.