Hazrat Amir bin Saad narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) commanded to spread the hands on the ground and keep the feet erect in prostration.
حضرت عامر بن سعد فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے سجدہ میں ہاتھوں کو زمین پر بچھانے اور پاؤں کو کھڑا رکھنے کا حکم دیا ہے۔
Hazrat Amir bin Saad farmate hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne sajde mein hathon ko zameen par bichhane aur paon ko khara rakhne ka hukum diya hai.
Hazrat Talq bin Habib narrates about this verse of the Holy Quran { وَعَنَتِ الْوُجُوہُ لِلْحَیِّ الْقَیُّومِ } that prostration is performed on the forehead, both palms, both knees, and both feet.
حضرت طلق بن حبیب قرآن مجید کی اس آیت کے بارے میں فرماتے ہیں { وَعَنَتِ الْوُجُوہُ لِلْحَیِّ الْقَیُّومِ } سجدہ پیشانی، دونوں ہتھیلیوں، دونوں گھٹنوں اور دونوں پاؤں پر ہوتا ہے۔
Hazrat Talq bin Habib Quran Majeed ki is ayat ke bare mein farmate hain { waanatil wujuhu lil hayyil qayyum } Sajda peshani, donon hatheliyon, donon ghutnon aur donon paon par hota hai.
Hazrat Umar said that seven parts of a human's body are directed to prostrate before God: the forehead, both palms, both knees and both feet.
حضرت عمر فرماتے ہیں کہ ابن آدم کے لیے سات اعضاء پر سجدہ کرنے کو مقرر کیا گیا ہے۔ پیشانی، دونوں ہتھیلیاں، دونوں گھٹنے اور دونوں پاؤں۔
Hazrat Umar farmate hain keh Ibn e Adam ke liye saat aaza par sajda karne ko muqarar kiya gaya hai. Peshani, dono hatheliyan, dono ghutne aur dono paon.
Hazrat Ibn 'Abbas narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said that I have been commanded to prostrate on seven bones. And I have also been commanded to avoid wrapping and squeezing clothes and hair in prayer.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ مجھے حکم دیا گیا ہے کہ میں سات ہڈیوں پر سجدہ کروں۔ مجھے یہ بھی حکم دیا گیا ہے کہ میں نماز میں کپڑوں اور بالوں کو لپیٹنے اور سمیٹنے سے احتراز کروں۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh mujhe hukum diya gaya hai keh mein saat haddiyon per sajda karoon. Mujhe yeh bhi hukum diya gaya hai keh mein namaz mein kapron aur baalon ko lapetne aur sametne se ihtiraaz karoon.
Hazrat Ibn Abbas narrates that Prophet Muhammad disliked to keep his toes joined to the bottom of his feet while performing prostration (sajdah). He used to say that they should be kept spread out.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ حضرت محمد اس بات کو ناپسند فرماتے تھے کہ سجدہ کرتے وقت اپنے پاؤں کی انگلیوں کو پاؤں کے نچلے حصے کے ساتھ ملا دے۔ وہ فرماتے تھے کہ انھیں کھلا رکھنا چاہیے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ke Hazrat Muhammad is baat ko napasand farmate the ke sijda karte waqt apne paon ki ungliyon ko paon ke niche hisse ke sath mila de. Wo farmate the ke unhen khula rakhna chahie.