It is narrated on the authority of Hazrat Bakir bin Abdullah, that once someone asked Hazrat Ibn Abbas about the way a woman should pray. He said: "She should keep her body compact and close together."
حضرت بکیر بن عبداللہ کہتے ہیں کہ حضرت ابن عباس سے سوال کیا گیا کہ عورت کیسے نماز پڑھے ؟ فرمایا وہ جسم کو سکیڑ کر اور ملا کر رکھے۔
Hazrat Bakir bin Abdullah kehte hain ki Hazrat Ibn Abbas se sawal kiya gaya ki aurat kaise namaz parhe? Farmaya woh jism ko sikay kar aur mila kar rakhe.
Hazrat Laith narrates that Hazrat Mujahid considered it undesirable (makruh) for a man to place his abdomen on his thighs during prostration, like women do.
حضرت لیث فرماتے ہیں کہ حضرت مجاہد اس بات کو مکروہ خیال فرماتے تھے کہ آدمی سجدہ کرتے وقت اپنے پیٹ کو اپنی رانوں پر رکھے جیسا کہ عورتیں کرتی ہیں۔
Hazrat Lais farmate hain ki Hazrat Mujahid is baat ko makruh khayal farmate the ki aadmi sijda karte waqt apne pet ko apni ranon par rakhe jaisa ki auratain karti hain.
Prophet Abraham (PBUH) said that when a woman prostrates, she should keep her abdomen close to her thighs, she should not raise her buttocks, and she should not spread her body towards men.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ عورت جب سجدہ کرے تو اپنے پیٹ کو اپنی رانوں سے ملا کررکھے، وہ اپنی سرین کو بلند نہ کرے اور مردوں کی طرف جسم کو کشادہ نہ کرے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh aurat jab sajda kare to apne pet ko apni raanon se mila kar rakhe, woh apni sarin ko buland na kare aur mardon ki taraf jism ko kushada na kare.