Hazrat Malik bin Umair narrates that the person who saw Hazrat Huzaifa during his illness told me that he used to prostrate on a pillow or a plank during prayer.
حضرت مالک بن عمیر فرماتے ہیں کہ مجھ سے اس شخص نے بیان کیا جنہوں نے حضرت حذیفہ کو بیماری کی حالت میں دیکھا تھا کہ وہ نماز میں ایک تکیہ یا تختی پر سجدہ کیا کرتے تھے۔
Hazrat Malik bin Omair farmate hain ke mujh se uss shakhs ne bayan kiya jinhon ne Hazrat Huzaifa ko beemari ki halat mein dekha tha ke woh namaz mein ek takiya ya takhti par sajda kiya karte thay.
Hazrat Rizain narrates that Hazrat Ali bin Abdullah bin Abbas sent me a message that I should send him a stone tablet on which he could prostrate.
حضرت رزین کہتے ہیں کہ حضرت علی بن عبداللہ بن عباس سے میری طرف یہ پیغام بھیجا کہ میں ان کے لیے پتھر کی ایک تختی بھیجوں جس پر وہ سجدہ کریں۔
Hazrat Razeen kehte hain ki Hazrat Ali bin Abdullah bin Abbas se meri taraf ye paigham bheja ki main un ke liye pathar ki ek takhti bhejoon jis par wo sijda karen.