It is narrated on the authority of Hazrat Bishr bin Ghalib that Hazrat Ibn Zubair (R.A) asked Hazrat Hassan bin Ali (R.A) about the ransom of a Mujahid Dhimmi if he gets caught in the battle? He said, "His ransom will be paid from the booty of those with whom he was fighting."
حضرت بشر بن غالب سے مروی ہے کہ حضرت ابن زبیر (رض) نے حضرت حسن بن علی (رض) سے دریافت کیا کہ ایک مجاہد ذمی جہاد کے دوران اگر گرفتار ہوجائے ؟ فرمایا جن سے وہ لڑا ہے انہی کے خراج میں سے اس کا فدیہ ادا کیا جائے گا۔
Hazrat Bashar bin Ghaalib se marvi hai ki Hazrat Ibn Zubair (RA) ne Hazrat Hasan bin Ali (RA) se daryaft kya ki aik mujahid zimmi jihad ke doran agar giraftar hojae? Farmaya jin se wo lara hai unhi ke kharaj mein se uska fidya ada kya jayega.
Prophet Abraham states that if the People of the Covenant (Dhimmi) are taken captive by polytheists, and then the Muslims overpower them, they (Dhimmi) shall not be enslaved.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اھل العہد (ذمی) کو مشرکین قید کرلیں پھر مسلمان ان پر غالب آجائیں تو وہ غلام نہیں بنائے جائیں گے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ke ahl ul ehad ko mushrikeen qaid kar lein phir musalman un par ghalib aa jayen to wo ghulam nahin banaye jayenge