Umm Salama, the Mother of the Believers, said that the one who departed from this world (meaning the Prophet, peace and blessings of Allah be upon him) used to offer most of his prayers sitting before his death.
حضرت ام سلمہ ام المؤمنین فرماتی ہیں کہ وہ ذات جو اس دنیا سے چلی گئی (یعنی حضور حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی ذات با برکات) وفات سے پہلے ان کی اکثر نمازیں بیٹھ کر ہوتی تھیں۔
Hazrat Umm e Salma Umm ul Momineen farmati hain keh woh zaat jo iss dunya se chali gayi yani Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ki zaat e barkat wafat se pehle un ki aksar namazen beth kar hoti thin.
Hazrat Abdullah bin Shaqiq (R.A) narrates that I asked Hazrat Ayesha (R.A) whether Prophet Muhammad (PBUH) used to offer prayer while sitting? She replied, "Yes, when he (PBUH) became old."
حضرت عبداللہ بن شقیق کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عائشہ سے پوچھا کہ کیا نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) بیٹھ کر نماز پڑھا کرتے تھے ؟ انھوں نے فرمایا کہ ہاں جب آپ کی عمر مبارک زیادہ ہوگئی تھی۔
Hazrat Abdullah bin Shaqeek kehte hain ke maine Hazrat Ayesha se poocha ke kya Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) baith kar namaz parha karte thay? Unhon ne farmaya ke haan jab aap ki umer mubarak zyada hogayi thi.