"Hazrat Mu'tam bin Makdaam narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that a person leaves behind nothing better for his family than the two rak'ahs (units of prayer) that he prays before setting out on a journey."
حضرت مطعم بن مقدام فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ آدمی اپنے گھر والوں کے پاس ان دو رکعات سے بہتر کوئی چیز نہیں چھوڑتا جو وہ سفر پر روانہ ہونے سے پہلے پڑھتا ہے۔
Hazrat Mut'im bin Miqdam farmate hain ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke aadmi apne ghar walon ke paas in do rakat se behtar koi cheez nahin chhorta jo woh safar par rawana hone se pehle parhta hai.
Hazrat Abu Ishaq said: "I saw Hazrat Haris bin Abi Rabee'ah when he was leaving for Bajmaira. He offered two rak'ahs of Chasht prayer in his room. A congregation prayed behind him, among whom was Hazrat Aswad bin Yazid."
حضرت ابو اسحاق کہتے ہیں کہ میں نے حضرت حارث بن ابی ربیعہ کو دیکھا کہ جب وہ باجمیرا کی طرف جانے لگے تو انھوں نے اپنے حجرے میں چاشت کے وقت دو رکعتیں پڑھیں۔ اور ان کے ساتھ ایک جماعت نے نماز پڑھی جن میں حضرت اسود بن یزید بھی تھے۔
Hazrat Abu Ishaq kehte hain ke maine Hazrat Haris bin Abirabiyah ko dekha ke jab wo Bajmeera ki taraf jane lage to unhon ne apne hujre mein chasht ke waqt do rakaten padhin. Aur un ke sath ek jamaat ne namaz padhi jin mein Hazrat Aswad bin Yazid bhi thay.