It is narrated on the authority of Hazrat Anas bin Malik that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) freed Hazrat Safiyyah and then married her. The narrator says that he was asked what Mahr (dower) he had given her? He replied that he had given her her Mahr in her life, that is, her freedom was made her Mahr.
حضرت انس بن مالک سے روایت ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے حضرت صفیہ کو آزاد کیا اور پھر ان سے شادی کرلی۔ راوی کہتے ہیں کہ آپ سے پوچھا گیا کہ آپ نے ان کو کیا مہر دیا تھا ؟ انھوں نے جواب دیا کہ انھیں ان کی جان مہر میں دی تھی، یعنی ان کی آزادی کو حق مہر بنا لیا گیا تھا۔
Hazrat Anas bin Malik se riwayat hai keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hazrat Safiyya ko azad kiya aur phir un se shadi kar li. Ravi kehte hain keh aap se poocha gaya keh aap ne un ko kya mehr diya tha? Unhon ne jawab diya keh unhen un ki jaan mehr mein di thi, yani un ki azadi ko haq mehr bana liya gaya tha.
Hazrat Saeed bin Al-Musayyab said that if a man frees his slave girl or Umm-e-Walad and makes the same emancipation her dower, then I consider this act permissible for him.
And it has been narrated from (Imam) Abu Hanifa that: "This Nikah (with a freed slave girl) will also be valid with dower."
حضرت سعید بن المسیب فرماتے ہیں کہ جو آدمی اپنی لونڈی یا اُمّ ولد کو آزاد کر دے اور اسی آزادی کو اس کے لیے مہر بنا دے تو میں یہ کام اس کے لیے جائز سمجھتا ہوں۔
اور (امام) ابوحنیفہ کا قول یہ ذکر کیا گیا ہے کہ : یہ نکاح (آزاد کردہ لونڈی کا) بھی مہر کے ساتھ جائز ہوگا۔
Hazrat Saeed bin alMusayyab farmate hain keh jo aadmi apni laundi ya umm walad ko aazaad kar de aur isi aazadi ko uske liye mehr bana de to main yeh kaam uske liye jaiz samajhta hun.
Aur (Imam) Abu Hanifa ka qaul yeh zikar kiya gaya hai keh : yeh nikah (aazaad kardah laundi ka) bhi mehr ke sath jaiz hoga.