Hazrat Ismail bin Abi Khalid narrates: "Once I saw Hazrat Shuraih entering the mosque from the doors of Kinda on a Friday and sitting down. He did not offer any prayer."
حضرت اسماعیل بن ابی خالد فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت شریح کو ایک مرتبہ دیکھا کہ وہ جمعہ کے دن کندہ کے دروازوں سے مسجد میں داخل ہوئے اور بیٹھ گئے، انھوں نے کوئی نماز نہیں پڑھی۔
Hazrat Ismail bin Abi Khalid farmate hain keh maine Hazrat Shuraih ko ek martaba dekha keh woh Jumma keh din Kinda keh darwazon se masjid mein dakhil huye aur baith gaye, unhon ne koi namaz nahi parhi.
Hazrat Sa'laba bin Abi Malik Qarzi says that I have seen the era of Hazrat Ali and Hazrat Usman. Our tradition in their time was that when the Imam would come for Friday prayers, we would leave the prayer.
حضرت ثعلبہ بن ابی مالک قرظی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت علی اور حضرت عثمان کا زمانہ پایا، ہمارا دستور ان کے زمانے میں یہ تھا کہ جب امام جمعہ کے لیے آجاتا تو ہم نماز چھوڑ دیتے تھے۔
Hazrat Sa'laba bin Abi Malik Qarzi farmate hain ke maine Hazrat Ali aur Hazrat Usman ka zamana paya, hamara dastoor unke zamane mein yeh tha ke jab Imam Juma ke liye ajata to hum namaz chhor dete the.
Hazrat Sha'bi narrates that Hazrat Shuraih used to come on Friday. If the Imam had not yet arrived, he would pray two rak'ahs. And if the Imam had arrived, he would sit down, clasp his hands around his knees, and face the Imam in such a way that he would not turn to the right or left at all.
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ حضرت شریح جمعہ کے دن تشریف لاتے، اگر امام ابھی نہ آیا ہوتا تو دو رکعتیں پڑھتے اور اگر امام آگیا ہوتا تو بیٹھ جاتے، ہاتھوں کو گھٹنوں کے گرد باندھ لیتے اور امام کی طرف اس طرح رخ کرکے بیٹھتے کہ دائیں بائیں بالکل متوجہ نہ ہوتے۔
Hazrat Shabi farmate hain ke Hazrat Shurai juma ke din tashreef late, agar imam abhi na aaya hota to do rakatein parhte aur agar imam aa gaya hota to baith jate, hathon ko ghutnon ke gird bandh lete aur imam ki taraf is tarah rukh karke baithte ke dayen bayen bilkul mutawajjah na hote.