Hazrat Ibrahim asked Hazrat Alqama that I recite Quran in my heart during the sermon, what is the ruling on it? He replied that in my opinion there is no harm in it.
حضرت ابراہیم نے حضرت علقمہ سے کہا کہ میں دورانِ خطبہ اپنے دل میں قرآن پڑھتا ہوں، اس کا کیا حکم ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ میرے نزدیک تو اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibrahim ne Hazrat Alqama se kaha keh mein dauran e khutba apne dil mein Quran parhta hun, is ka kya hukum hai? Unhon ne farmaya keh mere nazdeeq to is mein koi harj nahin.
Hazrat Ibn Aun says that I asked Prophet Muhammad that if a person is so far from the Imam that he cannot hear the Imam's voice, then can he recite in the ear of the person sitting with him? He said that I see no harm in a person remembering Allah during this time.
حضرت ابن عون کہتے ہیں کہ میں نے حضرت محمد سے سوال کیا کہ اگر کوئی شخص امام سے اتنا دور ہو کہ امام کی آواز نہ سن سکے تو کیا وہ اپنے ساتھ بیٹھے آدمی کے کان میں تلاوت کرسکتا ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ میں اس بارے میں کوئی حرج نہیں سمجھتا کہ انسان اس دوران اللہ کا ذکر کرے۔
Hazrat Ibn Aun kehte hain ke maine Hazrat Muhammad se sawal kiya ke agar koi shakhs Imam se itna door ho ke Imam ki awaz na sun sake to kya woh apne sath baithe aadmi ke kaan mein tilawat kar sakta hai? Unhon ne farmaya ke mein is baare mein koi harj nahin samajhta ke insan is dauran Allah ka zikar kare.