Hazrat Buraidah bin Al-Hasib narrates that the Prophet (peace and blessings be upon him) recited Dua Qunoot in the Fajr and Maghrib prayers. Hearing this narration, Hazrat Ibrahim said, "Are they like the companions of Hazrat Abdullah? They are companions of the rulers."
حضرت براء بن عازب فرماتے ہیں کہ نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فجر اور مغرب کی نماز میں د عائے قنوت پڑھی۔ یہ روایت سن کر حضرت ابراہیم نے فرمایا کہ کیا وہ حضرت عبداللہ کے اصحاب کی طرح ہیں ؟ وہ تو امراء کے ساتھی ہیں۔
Hazrat Bara bin Aazib farmate hain keh Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Fajar aur Maghrib ki namaz mein Dua e Qunoot parhi. Ye riwayat sunkar Hazrat Ibrahim ne farmaya keh kya woh Hazrat Abdullah ke ashaab ki tarah hain? Woh to umra ke saathi hain.
Hazrat Thabit Thumali narrates that I asked Hazrat Abu Ja'far about Qunut and he replied that Qunut is in every prayer in which there is recitation aloud.
حضرت ثابت ثمالی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابو جعفر سے قنوت کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ ہر وہ نماز جس میں جہری قراءت ہوتی ہے اس میں قنوت بھی ہے۔
Hazrat Sabit Sumali farmate hain ke maine Hazrat Abu Jaffar se qanoot ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke har woh namaz jis mein jahri qirat hoti hai us mein qanoot bhi hai