Hazrat Shabi says that if a woman experiences menstruation during the time of a prayer and she doesn't offer that prayer, then she should offer its qaza after becoming pure.
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ اگر ایک عورت کو کسی نماز کے وقت میں حیض آئے اور اس نے وہ نماز نہ پڑھی ہو تو پاک ہونے کے بعد اس کی قضاکرے گی۔
Hazrat Shabi farmate hain keh agar aik aurat ko kisi namaz ke waqt mein haiz aaye aur us ne woh namaz na parhi ho to pak hone ke baad us ki qaza kare gi.
Hazrat Shabi states that if a woman experiences menstruation during the time of any prayer and she does not offer that prayer, then she should make it up (qadha) after becoming pure.
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ اگر ایک عورت کو کسی نماز کے وقت میں حیض آئے اور اس نے وہ نماز نہ پڑھی ہو تو پاک ہونے کے بعد اس کی قضاکرے گی۔
Hazrat Shabi farmate hain keh agar aik aurat ko kisi namaz ke waqt mein haiz aaye aur us ne woh namaz na parhi ho to pak hone ke baad us ki qaza kare gi.
Hazrat Abdul Malik bin Aiyas narrates that I asked Hazrat Ibrahim that if a woman's prayer time came but she delayed her prayer, will she offer its Qaza after becoming pure or not? He said that the first thing she should do after becoming pure is to offer that prayer.
حضرت عبد الملک بن ایاس کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم سے سوال کیا کہ اگر کسی عورت کو نماز کا وقت ملا لیکن اس نے نماز میں تاخیر کردی، اب پاک ہونے کے بعد وہ اس کی قضا کرے گی یا نہیں ؟ انھوں نے فرمایا کہ پاک ہونے کے بعد سب سے پہلے وہی نماز پڑھے۔
Hazrat Abdul Malik bin Ayaas kehte hain ke maine Hazrat Ibrahim se sawal kiya ke agar kisi aurat ko namaz ka waqt mila lekin usne namaz mein takheer kardi ab pak hone ke baad woh uski qaza karegi ya nahin unhon ne farmaya ke pak hone ke baad sabse pehle wohi namaz parhe
Hazrat Hassan and Hazrat Muhammad say that if a woman experiences menstruation at the time of prayer, then she is not required to make up for those prayers until her period is over.
حضرت حسن اور حضرت محمد فرماتے ہیں کہ اگر کسی عورت کو نماز کے وقت میں حیض آئے تو اس پر اس وقت تک اس نماز کی قضا نہیں جب تک اس کا وقت گذر نہ جائے۔
Hazrat Hassan aur Hazrat Muhammad farmate hain keh agar kisi aurat ko namaz ke waqt mein haiz aaye to us par us waqt tak us namaz ki qaza nahin jab tak us ka waqt guzar na jaye.