Hazrat Mu'tamir narrates that my father said that once Hazrat Abu Qilaba was asked whether a menstruating woman should perform wudu (ablution) and recite tasbeeh (glorifications of Allah) upon hearing the adhan (call to prayer). He replied that we had inquired about this matter but we did not find any basis for this practice.
حضرت معتمر کہتے ہیں کہ میرے والد نے بیان کیا کہ ایک مرتبہ حضرت ابو قلابہ سے سوال کیا گیا کہ کیا حائضہ اذان کی آواز سن کر وضو کرے گی اور تسبیح پڑھے گی ؟ انھوں نے فرمایا کہ ہم نے اس بارے میں سوال کیا تھا لیکن ہمیں اس عمل کی کوئی اصل نہیں ملی۔
Hazrat Mutamair kehte hain ke mere walid ne bayan kya ke ek martaba Hazrat Abu Qilaba se sawal kya gaya ke kya haiza azan ki awaz sunkar wuzu karegi aur tasbeeh parhegi? Unhon ne farmaya ke hum ne is bare mein sawal kya tha lekin humein is amal ki koi asal nahin mili.