Hazrat Abbas Jarri states that Abu Mujaliz disliked the Imamat of villagers and Hazrat Hassan saw nothing wrong with it.
حضرت عباس جریری فرماتے ہیں کہ ابو مجلز دیہاتی کی امامت کو ناپسند فرماتے تھے اور حضرت حسن اس بارے میں کوئی حرج نہیں سمجھتے تھے۔
Hazrat Abbas Jarairi farmate hain ke Abu Mujaliz dehati ki imamat ko napasand farmate thay aur Hazrat Hassan is bare mein koi haraj nahin samajhte thay.
Hazrat Darimi narrated that I asked Hazrat Salim whether a Bedouin immigrant could lead the prayer. He replied that there is no harm in it if he is a righteous person.
حضرت دارم فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سالم سے سوال کیا کیا اعرابی مہاجر کی امامت کرسکتا ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ اگر وہ نیک آدمی ہو تو اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Daram farmate hain ke maine Hazrat Salem se sawal kiya kya Erabi muhajir ki imamat karsakta hai? Unhon ne farmaya ke agar wo nek aadmi ho to is mein koi haraj nahin.
Hazrat Mughira narrates that Hazrat Ibrahim was asked if it was permissible for a slave and a villager to lead the prayer. He replied that if the slave is poor, then he is more preferable to me.
حضرت مغیرہ کہتے ہیں کہ حضرت ابراہیم سے سوال کیا گیا کہ کیا غلام اور دیہاتی کی امامت جائز ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ غلام اگر فقیر ہو تو وہ میرے نزدیک زیادہ پسندیدہ ہے۔
Hazrat Mughirah kehte hain ki Hazrat Ibrahim se sawal kiya gaya ki kya ghulam aur dehati ki imamat jaiz hai? Unhon ne farmaya ki ghulam agar faqir ho to wo mere nazdeek zyada pasandida hai.