Hazrat Amir, Hazrat Muhammad bin Ali, Hazrat Atai, Hazrat Taus, Hazrat Qasim and Hazrat Mujahid state that if a man has written or unwritten tablets in his sleeve or such books on which poems etc. are written, then it is permissible to pray in that state.
حضرت عامر، حضرت محمد بن علی، حضرت عطائ، حضرت طاوس، حضرت قاسم اور حضرت مجاہد فرماتے ہیں کہ اگر آدمی کی آستین میں لکھی یا ان لکھی تختیاں ہوں یا ایسے صحیفے ہوں جن پر اشعار وغیرہ لکھے ہوں تو اس حال میں نماز پڑھنا جائز ہے۔
Hazrat Aamir, Hazrat Muhammad bin Ali, Hazrat Ataa, Hazrat Ta'us, Hazrat Qasim aur Hazrat Mujahid farmate hain ki agar aadmi ki aasteen mein likhi ya an likhi takhtiyan hon ya aise sahife hon jin per ashaar waghaira likhe hon to is haal mein namaz parhna jaiz hai.