9.
Book of Zakat
٩-
كِتَابُ الزَّكَاةِ


Who said: There is no Zakat on honey

‌مَنْ قَالَ: لَيْسَ فِي الْعَسَلِ زَكَاةٌ

Musannaf Ibn Abi Shaybah 10057

Hazrat Nafi' narrates that Hazrat Umar bin Abdul Aziz asked me about the Zakat on honey. I said that Hazrat Mughirah bin Hakeem had told me that there is nothing in it (no Zakat). Hazrat Umar bin Abdul Aziz said that he is just and will be verified.

حضرت نافع ارشاد فرماتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز نے مجھ سے شہد کی زکوۃ کے بارے میں دریافت کیا، میں نے عرض کیا کہ حضرت مغیرہ بن حکیم نے مجھے بتایا ہے کہ اس میں کچھ نہیں ہے۔ (زکوۃ نہیں ہے) حضرت عمر بن عبد العزیز نے ارشاد فرمایا کہ وہ عادل ہیں ان کی تصدیق کی جائے گی۔

Hazrat Nafe Irshad Farmaty Hain Ke Hazrat Umar Bin Abdul Aziz Ne Mujh Se Shahad Ki Zakat Ke Bary Mein Daryaft Kiya, Maine Arz Kiya Ke Hazrat Mugheera Bin Hakeem Ne Mujhe Bataya Hai Ke Is Mein Kuch Nahi Hai. (Zakat Nahi Hai) Hazrat Umar Bin Abdul Aziz Ne Irshad Farmaya Ke Woh Adil Hain Un Ki Tasdeeq Ki Jaye Gi.

حَدَّثَنَا أَبُو أُسَامَةَ ، عَنْ عُبَيْدِ اللَّهِ بْنِ عُمَرَ ، عَنْ نَافِعٍ ، قَالَ : سَأَلَنِي عُمَرُ بْنُ عَبْدِ الْعَزِيزِ عَنْ صَدَقَةِ الْعَسَلِ ، فَقُلْتُ : أَخْبَرَنِي الْمُغِيرَةُ بْنُ حَكِيمٍ ، « أَنَّهُ لَيْسَ فِيهِ صَدَقَةٌ ». فَقَالَ عُمَرُ : « عَدْلٌ مُصَدَّقٌ »