30.
Book of Faith and Dreams
٣٠-
كِتَابُ الْإِيمَانِ وَالرُّؤْيَا


Chapter

‌بَابٌ

Musannaf Ibn Abi Shaybah 30434

Hazrat Hawari (R.A) narrated that Hazrat Abdullah bin Umar (R.A) said: The foundation and spirit of religion are prayer and Zakat. No distinction will be made between these two. And performing Hajj of the House of Allah and observing fasts in Ramadan. And indeed, among the righteous deeds are charity and Jihad. Rise and go for Jihad.

حضرت حواری (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ بن عمر (رض) نے ارشاد فرمایا : دین کی بنیاد اور روح نماز اور زکوۃ ہے ان دونوں کے درمیان فرق نہیں کیا جائے گا، اور بیت اللہ کا حج کرنا، اور رمضان کے روزے رکھنا ہے، اور یقیناً اچھے اعمال میں سے صدقہ اور جہاد ہے ، اٹھو اور جہاد پر جاؤ۔

Hazrat Hawari (RA) farmate hain keh Hazrat Abdullah bin Umar (RA) ne irshad farmaya: Deen ki bunyad aur rooh namaz aur zakat hai, in dono ke darmiyaan farq nahi kya jayega, aur Baitullah ka Hajj karna, aur Ramzan ke roze rakhna hai, aur yaqinan achhe amal mein se sadqa aur jihad hai, utho aur jihad par jao.

حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ بِشْرٍ قَالَ : حَدَّثَنَا زَكَرِيَّا قَالَ : حَدَّثَنَا الْحَوَارِيُّ ، أَنَّ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عُمَرَ ، قَالَ : « إِنَّ عُرَى الدِّينِ وَقِوَامَهُ الصَّلَاةُ وَالزَّكَاةُ لَا يُفَرَّقُ بَيْنَهُمَا ، وَحَجُّ الْبَيْتِ وَصَوْمُ رَمَضَانَ ، وَإِنَّ مِنْ إِصْلَاحِ الْأَعْمَالِ الصَّدَقَةَ وَالْجِهَادَ ، ثُمَّ قُمْ فَانْطَلِقْ »