It is narrated on the authority of Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Whoever is a leader of ten people will come on the Day of Judgment with his hands tied, which nothing will be able to open except his justice. And whoever learns the Holy Quran and then forgets it will meet Allah as a leper."
Grade: Sahih
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم ﷺ نے ارشاد فرمایا جو شخص بھی دس آدمیوں کا امیر رہا وہ قیامت کے دن اس حال میں آئے گا کہ اس کے ہاتھ بندھے ہوں گے جنہیں اس کے عدل کے علاوہ کوئی چیز نہیں کھول سکے گی اور جس شخص نے قرآن کریم سیکھا پھر اسے بھول گیا تو وہ اللہ سے کوڑھی بن کر ملے گا۔
Hazrat Saad bin Ubadah raziallahu anhu se marvi hai keh Nabi Kareem (صلى الله عليه وآله وسلم) ne irshad farmaya jo shakhs bhi das admiyon ka ameer raha woh qayamat ke din iss haal mein ayega keh uske hath bandhe honge jinhen uske adl ke ilawa koi cheez nahin khol sakegi aur jis shakhs ne Quran Kareem sikha phir use bhul gaya to woh Allah se kori ban kar milega.
It is narrated by Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that an Ansari man came to him and asked, "Tell us about the virtues of Friday." The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "There are five important things about it: On this day Adam (peace be upon him) was created, on this day Adam (peace be upon him) was sent down from Paradise, on this day Allah took the soul of Adam (peace be upon him), in this day there comes a time in which Allah grants whatever a servant asks for, on the condition that he does not pray for a sin or breaking ties of kinship, and on this day the Day of Judgment will be established. No angel close (to Allah), sky, earth, mountain or stone is there that does not fear Friday.”
Grade: Sahih
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ایک انصاری آدمی کی خدمت میں حاضر ہوا اور عرض کیا کہ جمعہ کے دن کے حوالے سے ہمیں یہ بتائیے کہ اس میں کیا خیر رکھی گئی ہے؟ نبی کریم ﷺ نے فرمایا اس کے متعلق پانچ اہم باتیں ہیں اسی دن حضرت آدم کی تخلیق ہوئی اسی دن حضرت آدم علیہ السلام جنت سے اتارے گئے اسی دن اللہ نے حضرت آدم علیہ السلام کی روح قبض کی، اس دن میں ایک گھڑی ایسی بھی آتی ہے جس میں بندہ اللہ سے جو بھی مانگتا ہے اللہ اسے وہ ضرور عطاء فرماتا ہے بشرطیکہ وہ کسی گناہ یا قطع رحمی کی دعاء نہ کرے اور اسی دن قیامت قائم ہوگی کوئی مقرب فرشتہ زمین و آسمان پہاڑ اور پتھر ایسا نہیں ہے جو جمعہ کے دن سے ڈرتا نہ ہو۔
Hazrat Saad bin Ubaadah Raziallahu Anhu se marvi hai ki ek Ansaari aadmi ki khidmat mein hazir hua aur arz kiya ki jumma ke din ke hawale se hamein yeh bataiye ki is mein kya khair rakhi gayi hai? Nabi Kareem (صلى الله عليه وآله وسلم) ne farmaya iske mutalliq panch ahm baatein hain isi din Hazrat Adam ki takhleeq hui isi din Hazrat Adam Alaihissalam jannat se utare gaye isi din Allah ne Hazrat Adam Alaihissalam ki rooh qabz ki is din mein ek ghari aisi bhi aati hai jis mein banda Allah se jo bhi mangta hai Allah usey wo zaroor ataa farmata hai basharte ki wo kisi gunah ya qata rehmi ki dua na kare aur isi din qayamat qaim hogi koi muqarab farishta zameen o aasman pahar aur pathar aisa nahin hai jo jumma ke din se darta na ho.
It is narrated on the authority of Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that once the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) passed by me and I said, "O Messenger of Allah! Tell me some deed of charity." The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Give water (to the thirsty)."
Grade: Hasan
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ایک مرتبہ نبی کریم ﷺ میرے پاس سے گذرے تو میں نے عرض کیا یا رسول اللہ! مجھے صدقے کا کوئی کام بتائیے؟ نبی کریم ﷺ نے فرمایا پانی پلایا کرو۔
Hazrat Saad bin Ubadah RA se marvi hai ki ek martaba Nabi Kareem SAW mere pass se guzre to maine arz kiya Ya Rasulullah mujhe sadqay ka koi kaam bataiye Nabi Kareem SAW ne farmaya pani pilaya karo.
Narrated by Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that when his mother passed away, he asked the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him), "O Messenger of Allah! My mother has passed away, can I give charity on her behalf?" The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Yes!" He asked, "Then which charity is the best?" The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Providing water." The narrator says that this is the reason why the family of Saad is known for providing water in Medina.
Grade: Hasan
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ان کی والدہ فوت ہوئیں تو انہوں نے نبی کریم ﷺ سے عرض کیا یا رسول اللہ! میری والدہ فوت ہوگئی ہیں کیا میں ان کی طرف سے صدقہ کرسکتا ہوں؟ نبی کریم ﷺ نے فرمایا ہاں! انہوں نے پوچھا کہ پھر کون سا صدقہ سب سے افضل ہے؟ نبی کریم ﷺ نے فرمایا پانی پلانا، راوی کہتے ہیں کہ مدینہ منورہ میں آل سعد کے پانی پلانے کی اصل وجہ یہی ہے۔
Hazrat Saad bin Ubadah RA se marvi hai ki un ki walida فوت ہوئیں to unhon ne Nabi Kareem SAW se arz kiya Ya Rasul Allah meri walida فوت ہوگئی ہیں kya main un ki taraf se sadqa kar sakta hun Nabi Kareem SAW ne farmaya Haan unhon ne pucha ki phir kon sa sadqa sab se afzal hai Nabi Kareem SAW ne farmaya pani pilana Ravi kehte hain ki Madina Munawara mein Aal e Saad ke pani pilane ki asl wajah yahi hai
Qais ibn Sa'd said that he found in the writings of Sa'd ibn Ubadah (may Allah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) gave a verdict based on the oath of one witness.
Grade: Sahih
قیس بن سعد کہتے ہیں کہ انہوں نے حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ کی تحریرات میں یہ بات بھی پائی ہے کہ نبی کریم ﷺ نے ایک گواہ کے ساتھ قسم لے کر فیصلہ فرمایا ہے۔
Qais bin Saad kehte hain ki unhon ne Hazrat Saad bin Ubaada razi Allah anhu ki tehreerain mein ye baat bhi paai hai ki Nabi Kareem (صلى الله عليه وآله وسلم) ne ek gawah ke sath qasam lekar faisla farmaya hai.
It is narrated on the authority of Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said to him, "Take care of and supervise the charity of such and such tribe, but do not come to me on the Day of Judgment with a young camel loaded on your shoulder, and it is screaming." He ( Saad) submitted, "O Messenger of Allah! Then entrust this responsibility to someone else." So the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) took this responsibility back from him.
Grade: Sahih
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم ﷺ نے ان سے فرمایا فلاں قبیلے کے صدقات کی نگرانی اور دیکھ بھال کرو لیکن قیامت کے دن اس حال میں نہ آنا کہ تم اپنے کندھے پر کسی جوان اونٹ کو لادے ہوئے ہو اور وہ چیخ رہا ہو، انہوں نے عرض کیا یا رسول اللہ! پھر یہ ذمہ داری کسی اور کو دے دیجئے چنانچہ نبی کریم ﷺ نے یہ ذمے داری ان سے واپس لے لی۔
Hazrat Saad bin Ubadah RA se marvi hai ki Nabi Kareem SAW ne un se farmaya falan qabile ke sadqat ki nigrani aur dekh bhal karo lekin qiyamat ke din is hal mein na aana ki tum apne kandhe par kisi jawan unt ko ladaye huye ho aur woh cheekh raha ho, unhon ne arz kiya Ya Rasulullah! phir yeh zimmedari kisi aur ko de dijiye chunancha Nabi Kareem SAW ne yeh zimmedari un se wapas le li.
It is narrated on the authority of Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, “This tribe of Ansar is a test, meaning that love for them is a sign of faith, and hatred for them is a sign of hypocrisy."
Grade: Sahih
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم ﷺ نے ارشاد فرمایا انصار کا یہ قبیلہ ایک آزمائش ہے یعنی ان سے محبت ایمان کی علامت ہے اور ان سے نفرت نفاق کی علامت ہے۔
Hazrat Saad bin Ubadah RA se marvi hai keh Nabi Kareem SAW ne irshad farmaya Ansar ka yeh qabeela ek azmaish hai yani un se muhabbat eman ki alamat hai aur un se nafrat nifaaq ki alamat hai.
It is narrated on the authority of Saad bin Ubadah (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, “Whoever is an Ameer (leader) of even ten people will come on the Day of Judgment with his hands tied, and nothing will open them except his justice. And whoever learns the Holy Quran and then forgets it will meet Allah as a leper.”
Grade: Sahih
حضرت سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی کریم ﷺ نے ارشاد فرمایا جو شخص بھی دس آدمیوں کا امیر رہا وہ قیامت کے دن اس حال میں آئے گا کہ اس کے ہاتھ بندھے ہوں گے جنہیں اس کے عدل کے علاوہ کوئی چیز نہیں کھول سکے گی اور جس شخص نے قرآن کریم سیکھا پھر اسے بھول گیا تو وہ اللہ سے کوڑھی بن کر ملے گا۔
Hazrat Saad bin Abada RA se marvi hai keh Nabi Kareem SAW ne irshad farmaya jo shakhs bhi das admiyon ka ameer raha woh qayamat ke din iss haal mein ayega keh uske hath bandhe honge jinhen uske adl ke ilawa koi cheez nahi khol sakegi aur jis shakhs ne Quran Kareem sikha phir use bhul gaya to woh Allah se kori ban kar milega.