Chapter on Narrations Regarding the Dual Expression of Adhan and Iqamah
باب ما روي في تثنية الأذان والإقامة
Sunan al-Kubra Bayhaqi 1975
It is narrated on the authority of 'Abd al-Rahman ibn Abi Layla (1975) that the Companions of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) told us that 'Abdullah ibn Zayd Ansari came to the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and said: “O Messenger of Allah! I saw a man in a dream, he was standing on top of a wall and he gave the call to prayer twice, and recited the words of the iqaamah twice, then he sat down, and two green cloths were spread over him.”
Grade: Sahih
(١٩٧٥) عبد الرحمن بن أبی لیلیٰ سے روایت ہے کہ ہمیں نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے صحابہ کرام نے بیان کیا کہ عبداللہ بن زید انصاری نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے پاس آئے اور کہا : اے اللہ کے رسول ! میں نے خواب میں ایک شخص کو دیکھا جو دیوار کے اوپر کھڑا تھا اس نے دوہری اذان کہی اور دوہری اقامت کہی پھر وہ بیٹھ گیا، اس پر دو سبز چادریں تھیں۔
(1975) Abdur Rahman bin Abi Laila se riwayat hai ki hamen Nabi ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ke sahaba kiram ne bayan kiya ki Abdullah bin Zaid Ansari Nabi ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ke paas aaye aur kaha : Aye Allah ke Rasul! Main ne khwab mein ek shakhs ko dekha jo deewar ke upar khara tha usne dohri azan kahi aur dohri iqamat kahi phir wo baith gaya, us par do sabz chadariyan thin.
It is narrated on the authority of Sayyidina Mu'adh bin Jabal (RA) (1976) that the prayer was changed in three states, he narrated the Hadith of the dream of Abdullah bin Zaid (RA) and mentioned the Adhan twice and then at the end of the Adhan, he said: Allahu Akbar Allahu Akbar, La ilaha illallah then paused for a while then stood up and said the same but added the words "Qad qamatis-salat Qad qamatis-salat"
Grade: Da'if
(١٩٧٦) سیدنا معاذ بن جبل (رض) سے روایت ہے کہ نماز تین حالتوں میں تبدیل کی گئی، انھوں نے عبداللہ بن زید (رض) کے خواب کی حدیث بیان کی اور دو دو مرتبہ اذان ذکر کی پھر اذان کے آخر میں کہا : اللَّہُ أَکْبَرُ اللَّہُ أَکْبَرُ ، لاَ إِلَہَ إِلاَّ اللَّہُ پھر تھوڑی دیر رکے رہے پھر کھڑے ہوئے اور اسی کی مثل کہا مگر قَدْ قَامَتِ الصَّلاَۃُ قَدْ قَامَتِ الصَّلاَۃُکے الفاظ زیادہ کہے ۔
(1976) Sayyidna Muaz bin Jabal (RA) se riwayat hai ki namaz teen halaton mein tabdeel ki gayi, unhon ne Abdullah bin Zaid (RA) ke khwab ki hadees bayaan ki aur do do martaba azan zikar ki phir azan ke akhir mein kaha : Allahu Akbar Allahu Akbar, La Ilaha Illallah phir thori der ruke rahe phir kharay huay aur isi ki misl kaha magar Qad Qamatis Salat Qad Qamatis Salat ke alfaz ziada kahay ..
'Abd al-Rahman ibn Abi Layla (died 1977 AD) reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, consulted the people about the call to prayer... Then he narrated a long hadith. In it, he said that he called the adhan twice, then sat down, then called the iqamah twice.
Grade: Sahih
(١٩٧٧) عبد الرحمن بن أبی لیلیٰ سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے لوگوں سے اذان کے متعلق مشورہ لیا۔۔۔ پھر لمبی حدیث بیان کی۔ اس میں ہے کہ انھوں نے اذان دو دو مرتبہ کہی، پھر بیٹھ گئے، پھر دو دو مرتبہ اقامت کہی۔
(1977) Abdur Rahman bin Abi Laila se riwayat hai keh Rasul Allah ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne logon se azan ke mutalliq mashwara liya phir lambi hadees bayan ki us mein hai keh unhon ne azan do do martaba kahi phir baith gaye phir do do martaba iqamat kahi.
(1978) (a) Husain narrated to us. (b) A group among the Muhadditheen narrated from Abdur Rahman bin Abi Laila. (c) It is Mursal due to a difference in the chain of narration.
Grade: Sahih
(١٩٧٨) (الف) حصین نے ہم کو بیان کیا ہے۔ (ب) محدثین کی ایک جماعت نے عبدالرحمن بن ابو لیلیٰ سے روایت کیا ہے۔ (ج) حدیث کی سند میں اختلاف ہونے کی وجہ سے یہ مرسل ہے۔
(1978) (alif) hussain ne hum ko bayan kya hai. (be) muhaddiseen ki ek jamaat ne abdurrahman bin abu laila se riwayat ki hai. (jeem) hadees ki sanad mein ikhtilaf hone ki wajah se ye mursal hai.