Chapter: Distribution of houses and lands in pre-Islamic era, then its people embrace Islam over them
باب ما قسم من الدور والأراضي في الجاهلية ثم أسلم أهلها عليها
Sunan al-Kubra Bayhaqi 18285
Rabi' bin Sulaiman said: I asked Imam Shafi'i (may Allah have mercy on him) about the people of a region who are some Ahl al-Harb (people at war with Muslims). They divide their houses and they own each other. Then they convert to Islam and want to dissolve this division and distribute their property. He said: "This is not permissible for them." I asked for evidence, so he said: "Just as they will not be held accountable for the killing of someone, a prisoner, or something that was usurped." Thawr bin Zayd al-Daylami said that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Any house or land that was divided during Jahiliyyah (pre-Islamic period of ignorance) will remain upon that division, and any house or land that was not divided will be divided according to the principles of Islam."
Grade: Sahih
(١٨٢٨٥) ربیع بن سلیمان کہتے ہیں : میں نے امام شافعی (رح) سے پوچھا کہ علاقہ کے لوگ بعض اہل حرب سے ہوتے ہیں وہ اپنے گھر تقسیم کرتے ہیں اور وہ ایک دوسرے کے مالک ہوتے ہیں۔ پھر وہ مسلمان ہوجاتے ہیں اور اس تقسیم کو ختم کرنا چاہتے ہیں اور اپنے مال تقسیم کرتے ہیں۔ فرماتے ہیں : یہ ان کے لیے درست نہیں ہے۔ میں نے دلیل پوچھی تو فرمایا : جس طرح ان سے مؤاخذہ نہ کیا جائے گا کسی کے قتل، قیدی اور غصب شدہ چیز کا۔ ثور بن زید دیلمی فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا : جو گھر یا زمین جاہلیت میں تقسیم کردی گئی، وہ اسی تقسیم پر باقی رہے گی اور جو گھر، زمین تقسیم نہ کی گئی تو اسے اسلام کے اصولوں کے مطابق تقسیم کرلیا جائے گا۔
18285 Rabie bin Sulaiman kahte hain : mein ne Imam Shafi (rh) se poocha ke ilaqe ke log baaz ahle harab se hote hain wo apne ghar taqseem karte hain aur wo aik doosre ke malik hote hain. Phir wo musalman hojate hain aur is taqseem ko khatam karna chahte hain aur apne mal taqseem karte hain. Farmate hain : ye un ke liye durust nahin hai. Mein ne daleel poochi to farmaya : jis tarah un se moakhaza na kia jaye ga kisi ke qatal, qaidi aur ghasab shuda cheez ka. Sor bin Zaid Dilmi farmate hain ke Rasul Allah ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne farmaya : jo ghar ya zameen jahiliyat mein taqseem kardi gai, wo usi taqseem par baqi rahe gi aur jo ghar, zameen taqseem na ki gai to usay Islam ke usoolon ke mutabiq taqseem kar liya jaye ga.
Abdullah bin Abbas (may Allah be pleased with him) narrates from the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) that every division that was done in the pre-Islamic period of ignorance (Jahiliyyah) remains as it is, and every division that was done according to Islamic principles shall remain restored as it is.
Grade: Sahih
(١٨٢٨٦) حضرت عبداللہ بن عباس (رض) نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے نقل فرماتے ہیں کہ ہر وہ تقسیم جو جاہلیت میں کی گئی، وہ اسی طرح باقی ہے اور ہر وہ تقسیم جو اسلامی اصولوں کے موافق کی گئی وہ اسی طرح بحال رہے گی۔
(18286) Hazrat Abdullah bin Abbas (RA) Nabi (SAW) se naqal farmate hain ki har woh taqsim jo jahiliyat mein ki gayi, woh isi tarah baqi hai aur har woh taqsim jo islami usulon ke muwafiq ki gayi woh isi tarah bahal rahegi.
'Akrama, on the authority of 'Abdullah bin 'Abbas (may Allah be pleased with them both), reported that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: - He then narrated it according to the narration of Imam Shafi'i (may Allah have mercy on him).
Grade: Sahih
(١٨٢٨٧) عکرمہ، حضرت عبداللہ بن عباس (رض) سے نقل فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا : اس نے امام شافعی (رح) کی روایت کے موافق ذکر کیا۔
(18287) Akrma, Hazrat Abdullah bin Abbas (RA) se naql farmate hain keh Rasul Allah ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne farmaya: Usne Imam Shafi (RH) ki riwayat ke mutabiq zikar kiya.