Nafi' ibn 'Umar (may Allah be pleased with him) reported that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) used to go to the 'Eid prayer on the Day of Fitr and the Day of Adha on foot, and his spear would be carried in front of him. Then, at the time of prayer, it would be placed in front of him so that he could make it his sutrah (prayer barrier). This was before the 'Eid prayer place (musalla) was built. And he (peace and blessings of Allah be upon him) used to do the same on the Day of 'Arafah.
Grade: Sahih
(٦١٤٤) نافع ابن عمر (رض) سے نقل فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) عید الفطر اور عید الاضحی کے دن پیدل جاتے تھے اور نیزا آپ کے آگے لے جایاجاتا تھا، پھر نماز کے وقت آپ کے سامنے گاڑ دجاتا تاکہ اسے سترہ بنا سکیں۔ یہ عید گاہ کی عمارت بنائے جانے سے پہلے کی بات ہے۔ اسی طرح آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) عرفہ میں کیا کرتے تھے۔
6144 Nafi ibn Umar (RA) se naql farmate hain keh Rasul Allah (SAW) Eid ul Fitr aur Eid ul Azha ke din paidal jate thay aur neza aap ke aage le jaya jata tha, phir namaz ke waqt aap ke samne gaar diya jata takay usay sutra bana sakein. Yeh Eid gah ki imarat banaye jane se pehle ki baat hai. Isi tarah aap (SAW) Arafah mein kya karte thay.
(6145) It is narrated from Sa'd al-Qarzi that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to go and come (for the two Eids) on foot.
Grade: Sahih
(٦١٤٥) سعد قرظ کی حدیث میں ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ( عیدین کے لیے) پیدل آتے جاتے تھے۔
6145 Saad Qarz ki hadees mein hai keh Nabi Kareem SAW eidain ke liye paidal aate jaate thay
Ali ibn Abi Talib (may Allah be pleased with him) said: It is Sunnah to walk to the Eid prayer ground. Abu Dawud (may Allah have mercy on him) added in his narration: And you may ride (an animal) when returning.
Grade: Sahih
(٦١٤٧) علی بن ابی طالب (رض) فرماتے ہیں کہ عیدگاہ کی طرف چل کر آنا سنت ہے۔ ابو داؤد (رح) نے اپنی حدیث میں یہ الفاظ زائد کہے ہیں کہ جب واپس آؤ تو سوار ہوسکتے ہو۔
6147 Ali bin Abi Talib (RA) farmate hain ke Eidgah ki taraf chal kar aana sunnat hai. Abu Dawood (RH) ne apni hadees mein ye alfaz zaid kahe hain ke jab vapas aao to sawar ho sakte ho.