13.
Book of Sales
١٣-
كتاب البيوع


Chapter on the dislike of selling copies of the Quran

باب ما جاء في كراهية بيع المصاحف

Sunan al-Kubra Bayhaqi 11074

Malik bin Dinar said that one day I was writing when Jabir bin Zaid came. So I said: O Abu Sha'tha, what is your stance regarding this work of mine? He replied: Your work is very good. You are writing and transferring each verse and word, there is no harm in that. Similarly, Malik bin Dinar (may Allah have mercy on him) said about 'Ikrama that he sold his noble Quran and Imam Hassan (may Allah have mercy on him) did not see any harm in it.


Grade: Sahih

(١١٠٧٤) مالک بن دینار فرماتے ہیں کہ ایک دن میں لکھ رہا تھا کہ جابر بن زائد آئے، چنانچہ میں نے کہا : اے ابو شعثاء آپ میرے اس کام کے بارے میں کیا موقف رکھتے ہیں ؟ انھوں نے جواب دیا : آپ کا یہ کام بہت اچھا ہے۔ آپ ایک ایک آیت اور کلمے کو لکھ کر منتقل کر رہے ہیں، اس میں کوئی حرج نہیں۔ اسی طرح عکرمہ کے بارے میں مالک بن دینار (رح) فرماتے ہیں کہ انھوں نے اپنے مصحف شریف کو بیچا اور امام حسن (رح) اس میں کوئی حرج محسوس نہیں کرتے تھے۔

Maalik Bin Dinaar farmate hain ki aik din main likh raha tha ki Jabir bin Zaid aye, chunancha main ne kaha: Aye Abu Shaasa aap mere is kaam ke bare mein kya moqaf rakhte hain? Unhon ne jawab diya: Aap ka ye kaam bahut acha hai. Aap aik aik ayat aur kalme ko likh kar muntaqil kar rahe hain, is mein koi harj nahi. Isi tarah Ikrama ke bare mein Maalik bin Dinaar (rah) farmate hain ki unhon ne apne mushaf sharif ko becha aur Imam Hasan (rah) is mein koi harj mehsoos nahi karte the.

١١٠٧٤ -قَالَ:وَحَدَّثَنَا سَعِيدٌ، ثنا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ عَبْدِ الصَّمَدِ، ثنا مَالِكُ بْنُ دِينَارٍ، أَنَّ عِكْرِمَةَ" بَاعَ مُصْحَفًا لَهُ، وَأَنَّ الْحَسَنَ كَانَ لَا يَرَى بِهِ بَأْسًا "